Reason of loss in forex trading market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason of loss in forex trading market....
    Assalamu Alaikum dear forex friends I hope sab khairiyat se honge aur Forex trading business mein Apne daily task or targets acche tarike se achieve kar rahe honge Kyunki for studying a Kaisa business hota hai jismein aapko bahut soch samajh Kar apni working Karni hoti hai aur agar aap jaldbaji se kam lete hain to aapko loss ka samna karna padta hai isliye market Mein entry Lene Se pahle usko samajhna aur uske according apni working karna aapke liye bahut important hota hai dear friends Ham apni aaj ki post mein un important factors ko discuss karenge jinki vajah se aapko market Mein loss ka samna ho sakta hai aur agar aap inko avoid karte Hain To aap market Se achcha profit hasil kar sakte.


    Wrong Lot Selection:

    Dear forex friends forex trading market mein Jab aap working karte hain or apny available account balance ky motabik lot size ki selection Nahin karte to aisi situation mein aapko kuchh problem ho sakta hai kyunki Jab aap market mein regular working karte hue aise factors ko apne liye utilise Nahin karte Hain to yah aapke liye bahut jyada problem create kar sakta hai aur aapko ismein bahut jyada nuksan ho sakta hai Jab aap market mein regularly working karte hue Apne tamam trades ko according tu available balance selection karte Hain to aisi situation mein aap safe trading kar sakte Hain.


    Click image for larger version

Name:	maxresdefault-1.jpg
Views:	1
Size:	81.1 کلوبائٹ
ID:	12589052

    Over Trading in Market:

    Dear forex friends forex trading market mein Jab bhi working karte hue over trading karte Hain to aisi situation mein aapko loss ho sakta hai aur over trading ka matlab yah hota hai ki Jab aap account limit se jyada trading karna start kar dete Hain aapko hamesha market mein regular basis per apni working karte hue kuchh important matters ko find out karna hota hai aur inki base per aapane market mein apni decision making karna Hoti hai Jab bhi aap market mein working karte hue kuchh important decisions Le Lete Hain to aisi situation mein aapko bahut jyada careful hokar apna Kam karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	overtrading_-_mistake_number_one_in_forex_trading.jpg
Views:	8
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12589053

    Avoid Stop Loss in trading:

    Dear Forex friends Jab aap for extreting market Mein kam karte hue risk and reward ratio ko samne nahin rahte rakhte aur without placing stop loss or take profit aap apni trading Karti Hai To is surat mein aapko loss ka samna hota hai Kyunki yah aapke account ki safety ke liye bahut jyada important hoti hai use surat Mein Jab aap apni trade ko watch out nahin kar rahi hote Agar aap apni trade ko watch out kar rahe hote hain to use surat Mein To aap apne account ko maintain Rakh sakte hain lekin jawab apni continue rate ko Nahin dekh Rahe hote To surat Mein Jab aapka account danger zone Mein hota hai to aap use baat koi bhi right decision Nahin Le sakte Aur Is Tarah aap apne account ko Nahin bacha sakte.

    Click image for larger version

Name:	StopLoss-Example.png
Views:	7
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12589051

    Blindly Entries in Market:

    Dear Forex friends Forex trading market Lete Hain To usse pahle agar aap market ko analysis Nahin karte aur Market mein jo train chal raha Hota Hai Uske mutabik apni entries nahi lete to aap yah samajhne ki aap market Mein blindly entry lete hain jiski vajah se aapko market Mein loss ka samna karna pad sakta hai Kyunki Is Tarah aap market mein continue ko follow Nahin karte aur uske according apni working nahin kar rahe hote jiski vajah se aapko friend ka pata nahin chalta aur uske against aap apni working start kar deti Hain isiliye aapko pahle market ko acchi tarike se analysis karna jaruri Hota Hai tabhi aap market se maximum advantages hasil kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X