Forex market mn trade karty howy ham log apni trades open karty hain ,jinhin ham order kehty hain , aj mery post bhi order ky bary mn hy aj ham pending order k bary mn baat Karin gy.sab sy pehly to jab trade kar rahy hoty hain to ham live price per order open karty hain lakin pending order mn ham broker sy request karty hain or ham ek price bataty hain jahan sy order open karna hota hy.ain order ky bary mn dekhty hain.
Types of pending order
Pending order ki 2 types hain jinhin ham limits kehty hain.
Buy limit
Buy limit mn ham broker ko request karty hain k jab market up jy to hamary point ki gi price par trade open hojy.buy limit mn ham apna order buy order mn rakhty hain jab bhi market up jati to hamara order open ho jata hy.
Sell limit
Sell limit hamisha current price sy down ki traf rakhi jati hy jab bhi market down jati hy to hamari trades automatic open hojati hy.ham yahan par price ko ek limit set kar dety hain jis mn broker khud bakhud trade karta hy.
Pending order ky faidy
Pending order ky baahut sy faiddy hain jin mn sab sy bara faida ye hy k ham ek limit set kar dety hain jis mn market ajany par broker hamari btai gi limit or price par trade karta hy.es mn ham apni marzi kq TP or Sl Or entry point set karty haim.es trah agar ham live market ko agar na dekh rahy hon tab bhi ham trade kar sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим