Information about Bid Price and Ask Price.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about Bid Price and Ask Price.
    Trading mein bed price aur ask price do Aise factor Hain jin ki proper learning aur experience ke bagair trader ko trading karne mein bahut hi dushwari ho sakti hai bed price and ask price ke bare mein mazid janne ke liye trader ko apna knowledge increase karna hota hai aur us kay baad hi acchi trading ki ja sakti hai in do factors per.abhi hum in dono ko bari bari discuss karty hean friends Jab aap bid price aur ask price ko study karte hain to is ka difference broker ka commission hota hai .Trader ko wo hamesa us pair or commodity ma trade karni chahe jis ka spread kam hai or eska trader ko ye advantage ho ga k us ka profit margin zayada hota hai or trader ko chahe k wo hamesa small spread ko prefer kary agar aap broker ke Commission ko calculate karna chahte hain to aap isn't 4trading plate form ki help sey bhi kar sakte hain.Friends basically bid price aur ask price k dermyan difference ka pata hona lazmi hai forex mein work kerty hue humen is mein meta trader 4 ko apny lap top aur mobile mein install kerna hota hai aur hum phir us k through is mein prices ko bhi judge ker sakty hain in mein prices ko two different categories mein divide kiya geya hai. Aur ub hum in dono ko aik aik per kay discuss karty hean.

    Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	2
Size:	35.9 کلوبائٹ
ID:	12588940

    Bid Price.

    Forex trading mein Kai tarah Ke trading orders hote hain is he tarah say forex tering mein bid price aur ask price ka option bhi available hota hai bid price us ko kahate hain jis per aap ko aik currency pair ya commodity pair ko sale kar dete hain us ki value ko bid price Kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	1
Size:	49.1 کلوبائٹ
ID:	12588941

    Ask Price.

    Dear traders ask price with price ke opposite hoti hai is mein Kisi bhi commodity ya currency per ko buy kar diya jata hai matlab ke khareed liya jata hai aur friends agr ask price zeada hoti hai aur humen in dono prices ko confirm ker k he market mein use kerna ho ga ye aisi price hoti hai jo k humen kisi bhi pair ko buy kerny k liye deni hoti hai is k elava agar hum baat keren big price ki tou ye aisi price hoti hai jo humesha smaller level par he hoti hai.

    Additional information about Spread.

    Dear friends main aap ko batana chahta hun Ki forex trading mein spread bhi aik bahut hi aham factor consider Kiya jata hai aur abhi is ke bare mein tafseel say discussion karte hain bid or ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota Agar Dekha Jaaye to spread ka talukh bhi bed price and ask price se Milta hai aur yah donon directory proportional ho sakte hain Kyun kay spread bhi tab hi pay karna padega jab aap ask price ya bid price ko use Karenge.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	19
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12588942
    Last edited by ; 09-02-2023, 06:37 PM.

اب آن لائن

Working...
X