wedge pattern ko reversal chart pattern kaha jata hay kiun kay yeh bullish aur bearish reversals ki indication daita hay, yeh pattern price chart par converging trend lines kay zariay show kia jata hay, wedge pattern waisay to aik neutral pattern hay aur iska breakout kisi bhi side pay ho sakta hay laikin agr yeh pattern uptrend kay end main ya downtrend kay end main banay to yeh reversal ka sign ho sakta hay,
Appearence of wedge pattern:
Pattern main two trend lines hoti hain jo us waqt tak aik hi direction main parallel move kar rahi hoti hain jab tak channel narrow nhi ho jata aur trend lines broke na ho jaen, in main say upper trend line resistance act karti hay aur lower trend line support act karti hay, wedge pattern main market bullish bhi hoti hain aur bearish bhi hoti hain is liay market main learning ko strong kar kay work karnay walay traders benefit hasil kar laitay hain, wedge pattern rising aur falling two variations main appear hotay hain,
Rising and falling wedge pattern:
Rising wedge pattern hamain bearish reversal ka signal daita ha, isko ascending wedge bhi kehtay hain, Jab kay falling wedge pattern ko hum descending wedge bhi kehtay hain, ye pattern us waqt banta hay jab two trend lines narrow channel create kartay huay down slope ma move kar rahi hoti hain, ye lower highs aur lower lows ki series say banta hay, is pattern ko hum bullish considered kartay hain aur ye uptrend ma appear hota hay, Rising wedge pattern us waqt banta hay jab two trend lines slope main upward move kar rahi hon, inka channel higher highs aur higher lows ki series say banta hay, yeh normaly downtrend main appear hota hay, falling wedge pattern main breakout traders ko short positions say exit out kar daita hay aur prices further rise kar rahi hoti hain, yeh rising wedge pattern kay opposite hota hay
Breakout in wedge pattern:
Jab wedge pattern ka breakout hona hota hay yani market jis time frame main ye pattern banati hay usi time frame main wedge say bahir nikal jay aur is kay bahir candle close kary, candle ka close hona breakout ki confirmation hota hay is liay candle ki close honay ka lazmi wait karain, falling wedge pattern downtrend kay end main create hota hay aur is kay breakout kay baad market ka trend reverse ho jata hay aur market bullish ho jati hay, jab market bearish hoti hay to market retracement laitay huay lower highs aur lower lows banati hay