What is Slippage and How to Avoid Slippage
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Slippage and How to Avoid Slippage
    Forex market main Slippage kia hoti hy

    Forex market main Slippage aik term hy jo aam taur per slip trade ky liay use ki jati hy ,Slippage se morad tijarat ki mutawaqqa qeemat aur is qeemat ke darmiyan farq hai jis par tijarat ki jati hai. phislan kisi bhi waqt ho sakti hai lekin market ke orders istemaal honay par ziyada utaar charhao ke douran sab se ziyada aam hota hai. yeh is waqt bhi ho sakta hai jab aik barray order par amal kya jata hai lekin mojooda boli / poochnay ke spread ko barqarar rakhnay ke liye muntakhib kardah qeemat par kaafi hajam nahi hai .Slippage se morad woh tamam halaat hain jin mein market ke shareek ko matlooba qeemat se mukhtalif tijarti amal daraamad ki qeemat millti hai. phislan is waqt hoti hai jab boli / poochnay ka phelao market order ki darkhwast ke waqt aur exchange ya deegar market bananay wala order par amal daraamad karne ke darmiyan tabdeel hota hai.


    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	36
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12588723
    Slippage ki Tafseeli Wazahat

    Slippage ka matlab hy do trades ka mod point jab ap trade krty hain to apko yaha par bohut sari candeles dekhny ko milti hain agar ap best tariky say market ko judge karty hain to asani kay sath best profit kar lety hain agar ap best tariky sy trade krengy and best profit hasil kerny ki try krengy to apko sab say phly slippage ka knowledge hona zarori hy jab ap tojarat karty Hain online to yahan sab say phly ap dekhty hain kay kos point par trade karni hy aor kis trah trade karni hy trading me hamesha khud ko strong bnain trading me jeay market me ap market ko hadge karty hain same point say sel and buy agar ap is trah krengy to asani kay sarh successful hongy iso liay dear members is point ko hamesha samjhen.
    Forex trading mein agar slippage ki types ke bare mein baat ki jaaye to slippege ki main two types hoti hain jin ko negative Slippage aur positive Slippage kaha jata hai aur ab bari bari kar ke in donon ko discuss krian gay.

    Negative Slippage
    Positive Slippage


    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	4
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12588724
    Slippage ki Pehchan kaisy ki jati hy

    Agar slippage ke bare mein baat ki jaaye to slippage aik aisa factor hai jis say trader ko bahut hi nuksan bhi ho sakta hai aur bahut hi zyada fayda bhi ho sakta hai market mein jab bohot ziyada volatility ho tab requotes ho jatay hain. Is ki waja ye ha kay jab market bohot tezi se move karti ha to jesay hi trader buy/sell par click karta ha aur jab tak wo order broker kay server tak jata hai aur friends main aap ko btata chaloon kay market k ik slot ko trade k lae pick karty hain to market dosri jaga move kar jati hai or sy trader ko nuksan ho jata hai

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	7
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12588725

    Trading with slippage

    Slippage kay sath trading karny say success kay chance zuada hoty hain q k yeh unky drmyan ki price ka tayiun karti hy dear member apko chahiy kay hamesha forex par work kren and aoch smjh kay work kren ap asani kay sath success hongy aor apkintrade bhi easily best profit gain kregiPositive sleep is Ki Surat Mein trader ko bahut hi fayda ho jata hai kyn kay is main hota yea hea kay ismein aapke liye rejection a jaati hai aur uske bad market mein available prices aapko Jyada favour kar rahi hoti hai to us ko aap positive slippage

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	14
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12588726

اب آن لائن

Working...
X