Explanation about Rate of Roll Over (RoR).

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation about Rate of Roll Over (RoR).
    Trading market main jab bhi koi trader trade open Karta hai to us ko kuchna kuch roll over pay karna padta hai aur khaskar agar trade main night say zyada stay kar jaaye to us ke oopar jo rates lagte hain un ko roll over rates bhi kaha jata hai aur roll over rates mein swap us sood ki us miqdar ko kehty hean jis main aik currency kay sood ki trading doosri currency kay sood say kee jati hea is phinaminay ko roll Over rates kaha hai dear trader's asan alfazz main agr kaha jaaye to jub ham forex market main kisi position par trade open karty hain to is position ko hold karny kau badlay ham two currencies kay intrest rate ka difference pay karna hota hai aur in charges ko ya rates ko forex rollover rates kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12588645

    Roll of Roll Over Rates (RORs)

    Roll over rates (RoRs) ka taaluq directly trading market main asp kee lgi hui teade per hota hai kyn kay jub bhi aap trade open karty hean to us per aap ko kuch na kuch commission pay karna parda hea aur trade lobg term main chai jaaye to trader ko over night charges pad jaty hean jo aik currency pairs say lay kar doosry currency pairs kay aapsi tabaadly main different ho sakty hean jis ko price rate of change bhi kehty hain aur friends trading market mein independent trading knowledge and experience use karna chahie aur aapko self made strategies use Karke khud se confidence ke sath planning karte hue control ke sath trading market mein profit banana chahie aur dear friends asp ko btata chaloon kay roll over rates ko find karne ke liye Hamen teen chijen required hoti hai 1 market Mein inter Hone Wali position ham jis currency per trade karna chahte hain wo in currency ka interest hota hai.Aur is forest ko analyse kar kay trading ko successful bnaya ja sakta hea.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12588646

    Additional Inormation.

    Dear traders mera aap ko mashwra hai ki jab bhi aap trading account create karen to roll over free ya swap free trading account ko create karen us say aap ko with holding tax nahin dena padega ya commission nahin dena padega kisi bhi pending trade per kyn kay agar long currency ki sood ki sharah choti krnsyon ki sood ki sharah se ziyada ho to position ko crdt miley ga. isi terhan, agar taweel currency ki sood ki sharah choti krnsyon ke sood ki sharah se kam hai to position debt ada kere gi.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	2
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12588647

اب آن لائن

Working...
X