Important Information About Parabolic SAR Indicator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Information About Parabolic SAR Indicator.
    Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Forex trading Mein Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work karna hota hai aur Mani management ke sath kam karna Hota Hai isliye aapko koshish Karni chahie kya aap is market Mein acchi planning Karke trading Karen aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading Karen agar aap without planning ke aur analysis ke trading Karenge to aap ko is market mein sirf aur sirf loss Hoga agar aap acche trader Banna Chahte Hain To aapko demo account join karna hoga aur usmein proper analysis Karke trading karna Hogi Jab aapke pass Achcha experience Hoga aur knowledge hoga to aap is market Mein Achcha result Hasil kar sakte hain main aaj aap se indicators ke related information share karungi indicator Hamare liye bahut jyada helpful hote hain Inki madad se Ham trading Mein acchi entry Le sakte hain aur Achcha profit banaa sakte hain agar aap bhi is market Mein profitable trading karna chahte hain to indicators ke bare mein learn Karen aur acche se acche indicators ki selection Karen forex trading market Main parabolic SAR Indicator humary liye bhot hi mofeed indicator hai es ki details ap k sath discuss karon gi.

    Definition Of Parabolic SAR Indicator:

    Dear forex member J.Welles wilder ka Banaya parabolic stop and reverse indicator Ek legging indicator Hai Jisko aamtaur per parabolic SAR or PSAR bhi Kaha Jata Hai yah indicator Ek single line Jaise parabolic Line ya parabolic dots Kaha jata hai jo ki ab trend Mein price ke down aur down trend Mein price ke upper display hota hai parabolic SAR indicator Ek trend following indicator hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-07T191010.697.png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12588533

    Formation:

    Dear forex member Parabolic SAR indicator ki acchi aur Buri khubiyon ke Agar baat ki Jaaye to is indicator ki sabse Badi hasiyat yah hai ki yah indicator strong trend line mein bahut positive response Deta Hai jisse market Mein trades ke successful hone ke chances bahut acche hote hain parabolic Sar indicator ka sabse bada Drawback sideways trend Mein Hai yah indicator bagair Trend ke acche result Nahin Deta Hai sideways trend Mein dots price ke up down Hote rahte hain jisse market ki koi clear direction Nahin mil rahi hoti hai.

    Function of Parabolic SAR Indicator:

    Dear forex member Basically Parabolic SAR indicator teen Tarah ke kam Sar Anjam de rahe hote hain Jiski tafseel darja zail hai;

    Parabolic SAR indicator basic or important comprend ke direction ke bare mein bahut information Deta Hai Jab Bhi is indicators ki dots price ke down Hogi to yah Ek police trend ki Nishan Dahi Hogi jabki dots ki price se upper Hony bearish trend ki Nishan Dahi Hoti hai.Parabolic SAR indicator ka dusra kam market Mein entry ki position ya point ke bare mein batana hota hai yah indicator dots ki madad se trend Line ki strangness ki Nishan Dai Karti Hai jisse trader market Mein entry karte hain parabolic SAR indicator ka Teesra kam market se exact hone ke bare mein information Dena hota hai yah indicator use time Hamen dots ki madad se ek clear message Deta Hai Jis time trend reversal ya trend ki position kamjor pad Rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-07T191023.696.png
Views:	10
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12588534

    Calculation:

    Dear forex member Parabolic SAR indicator ki calculation Mein acceleration factor aur price ki external ki calculation se result Deta Hai yah indicator acceleration factor ke sath maujuda exterm price ka use Karta Hai Taki yah tayyan Kiya Ja sake Ke Sare Ke point kahan ja rahe hain hone chahie parabolic Sa SAR indicator ki calculation darja Zail il tarike Se Ki Jaati Hai.

    PSAR = prior PSAR + prior AF ( prior EP - prior PSAR )

    EP = Highest high for an uptrend, updated earc time a new
    EP is reached.

    AF = Default of 0.02, increasing by 0.02 each time a new
    EP is reached, with a maximum of 0.02.

    2) Downtrend

    PSAR = prior PSAR - prior AF ( prior PSAR - prior EP )

    EP = Lowest low foa a downtrend, updated each time a
    new EP is reached .

    AF = Default of 0.02 increasing by 0.02 each time a new
    EP is reached with a maximum of 0.02.

    Trading Strategy:

    Dear forex member Parabolic SAR indicator price ke up down Harkat karne se market mein buy aur Sel ka signal Deta Hai indicator market mein buy ka signal Dena Hota Hai Jab Bhi dots price ke down chal rahi hoti hai jo ki ab train ki indication Hoti Hai indicator Sel ka signal tab Dena Jab Bhi dots price ke upper move kar rahe hote hain Jahan per indicator down trend ki taraf Ishara deta hai.

    Dear forex member Jab Bhi price ki Tej movement mein ho to indicator signal ke response Bhi Jyada Behtar hota hai lekin small movement ki vajah se indicator ke signal false signal bhi bahut jyada Paida Karta Hai jisse trades ko loss ka Jyada khadsa Hota Hai. Parabolic SAR indicator per trading se pahle lajmi trend confirmation price action se Jarur Karen Jo Trend ke up trend down Trend ke vajah Ishara De Iske Hawale dusre indicators Jaise moving average ya trend lines ko bhi iske sath istemal Kiya Ja sakta hai jo ki overall trend ki direction ke simit Ka Pata Den Tara parabolic s a r indicator Court trading Mein use karne ke liye iske sath sath dusre indicator se bhi confirm ho to use time Trend ke direction Mein trade lagaen Agar maujuda trend bullish aur indicators ke dots bhi price se down ho to market mein buy ki entry krain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-07T191038.836.jpeg
Views:	9
Size:	48.7 کلوبائٹ
ID:	12588535

اب آن لائن

Working...
X