Support and Resistance Roll in Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support and Resistance Roll in Trading
    Trading chart per Support and Resistance ko identify kiye baghair profitable trading karna mumkin nahin ho sakta is liye agar aap yea chaty hain kay profitable trading kee jaaye to to in 2 basic aliments ko samjhna bahot zaroori hea aur support and resistance breakout kay doraan bhi bahot aihmiat kay hamil hoty hean friends aap ko yea bhi janna bahot zaroori hea kay spport and resistance key level chart pattern mein price action breakout ki strategy trader kay liye bahut hi useful hota hea aur market kee breakout ki

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	3
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12588526

    identification bahot assani say trading signal hasil ho sakty hain friends support ya resitances kay level chart pattern mein pin bar aur inside bar candles market ki breakout ki waziha identification day sakti hean aur Support level jab break out hoti hai to is se hamen new support level ko select karna hota hai lakin Jab k resistance point wo point hota hai us me koi point uper side se market ki price baar baar wapis a jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	1
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12588527

    • Support Level Identification.
    • Resistance Level Identification.


    Support Level Identification.

    Support level trading market mein bahut hi aiham kirdar ada karta hai khas kar us waqt jab kay kisi bhi commodity yah currency pair jab iak level per aa kar break ho jata hai aur us kay wajah se us commodity ya currency pair ki price Bullish trend main chali jati hai is level ko Support level kaha jata hea aur is aap is tarha say define kar sakty hean kay market downtrend mein girti hai aur ek aisa point hota hai jahan per aane ke bad aapki market dubara recover karti hai aur uptrend mein jaati hai us ko suport level kehty hain aur friends agar market apni support and resistance ko cross kar jae to trader ko es hesab par apni trades ko manage karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	23.6 کلوبائٹ
ID:	12588529

    Resistance Level Identification.

    Resistance level bahut hi important aur basic roll play karta hai trading ko execute karne ke liye aur yah aik Aisa point hota hai jahan say market upnay top bullish trend ko discontinue karti hai aur aik jagah per ja kar ruk jaati hai aur vahan se reject ho kar again upna bearish trend ikhtyar kar leti hai aur dear traders Market ki breakout us waqat bohut fast be ho jati hai aur hamen apni trading k safety kay leye stop loss ka istemal bhi zarori ho jata hai aur friends resistance level ko break Karti Hai To Uske bad aap ismein apni trade laga sakte hain lekin dear jab tak market use level Kohli test na karen aap apni trade open na Karen sometime aise hota hai.

    Additional Information.


    Dear traders suport and resistance ke hawale se aap ko bahut hi aham aur informative idea dena chahta hun kay jab bhi aap trading karen to RSI indicator ko lazmi istemal Karen is say aap ko support and resistance ko find karne ke liye bahut hi acchi help mil sakti hai aur jo trader is market mein resistance and support double ko dekhte hue trade open karte hain unko is market Mein achcha result milta hai aapko is market Mein trade lagane ke liye resistance and support level ko dekhte hue kam karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	34.9 کلوبائٹ
ID:	12588531

اب آن لائن

Working...
X