Parabolic Stop and Reverse (SAR) Oscillator Indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic Stop and Reverse (SAR) Oscillator Indicator
    Parabolic SAR indicator ka Introduction

    The Parabolic SAR is a technical indicator developed by J. Welles Wilder to determine the direction that an asset is moving. The indicator is also referred to as a stop and reverse system, which is abbreviated as SAR. It aims to identify potential reversals in the price movement of traded assets. It can also be used to provide entry and exit points.Parabolic dark integrated hai jo RSI moving average indecator ke sath Milkar use kya Jaaye to trading mein bahut acchi aur profitable result Hasil Kiye Ja sakte hain basically parabolic Sar indicator dots ki Shakal Mein Hote Hain ismein Har forth dot per markett mein up ya down lazman hota hy or yah bhi Pata Chalta Hai Ki market Dobara Upar ya niche Kab Jayegi


    Click image for larger version

Name:	images (7).png
Views:	19
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12588509
    Indicator Oscillator ki Tafseeli Wazahat

    Parabolic SAR yaa Parabolic Stop And Reverse aiek Statistical Analysis tool hy to qeemton ky taaiun krny main help hota hy ,,trend koo follow karneey waala aiek aisaa indicator hai, joo kaay price reversal kee shanaakhtt karny kaay liey estiemaal kiyaa jaata hae. Parabolic saar ka istemaal karr kaey traders koo kaffi zayida faiydaa hota hay. Aggar koi trader Parabolic SAR koo sahee tarrhha say istemaal karna jaanta haey to ess sy tradiers koo trend ke simt ka andaza hota haey oaur yehh matket maien entry oaur exit points kaay liey madad karta hay oaur es ka sath sath yehh trailing stops koo place karny maien bhe madad kerrta hae. Jabbb traders koo mareet key trend kaa sahee andaza ho jata haiy too unn kaey liey market maien orders place kaerna qadrey assaan ho jaata hay

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	2
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12588510

    Working Principle of Indicator

    Parabolic SAR asasa ki simt harkat karne ke sath sath dakhlay aur kharji rastay faraham kar ke taajiron ko bartari dainay ki koshish karta hai. is mazmoon mein, hum is isharay ki bunyadi baton ko dekhen ge aur aap ko deikhein ge ke aap usay apni tijarti hikmat e amli mein kaisay shaamil kar satke hain. hum isharay ki kuch khamion ko bhi dekhen ge .Parabolic sar aik takneeki isharay hai jo kisi asasay ki qeemat ki simt ka taayun karne ke sath sath qeemat ki simt tabdeel honay par tawajah mabzol karne ke liye istemaal kya jata hai. baaz auqaat" stop and reversal system" ke naam se jana jata hai, parabolic sar ko j. welles wilder jr. ne tayyar kya tha, jo rishta daar taaqat index ( rsi ) ke khaaliq thay .


    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	17
Size:	49.7 کلوبائٹ
ID:	12588511
    Trading Strategy with Oscillator

    Forex trading may Jab haum parabolic sar Indicaters ki bat kartay hay to haumay pata hona chahiye Kay yeah keasy aur Kyu istamaal hota hay trading may to parabolic sar Indicaters ake TECHNICAL Indicater hay jiss ki waja say haum market ki movement ko monitor kartay rehtay hay aur phir uss Kay mutabiq apni trade open kartay hay to haumay market may up trends aur down trends ki information hasal hoti hay

اب آن لائن

Working...
X