AOA
Introduction
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai trend line trend kya hoti hai aur isko Kaise banaya jata hai aur jab Ham trading ke liye Apne Kisi pair ko choose karte hain to use Waqt Ham Jab analys karte hain yah trend line use Waqt Hamen trading chart per banani padati hai Taki market ka trend bhi Maloom ho sake aur break out position bhi find out ho sake isko Ham discuss karte hain acchi Tarah understand ho aur ham acchi trading Karke Achcha benefits Hasil kar sake
what is trend line
Jab market Kisi trend Mein move kar rahi ho to Aksar Dekha jata hai ki vah ek line ko follow Karti Hai Jise trend line Kaha jata hai
Supporting trend line
Agar market up and mein ho to market highers high aur higher low banate Hue Upar ki taraf jaati hai aur Agar market Ke Lows Ko aapas mein milaen To Ek line banti hai Jise supporting trend line Kaha Jata Hai Isko supporting trend line isliye Kaha jata hai ki yah market ko Upar Jaane mein support karti hai aur niche Nahin Girne dete
Resistance trend line
Agar market niche ki taraf ja rahi ho to market lower highs aur lower Low banati hai aur Agar market ke high score aapas Mein Milaya Jaaye to market ke upar Ek trend line banti hai Jisko Ham resistance trend line Kahate Hain isko resistance trend line isliye Kaha jata hai ki yah market ko Upar jaane se resist karti hai
Breakout of trend line
Jab market Apne Kisi trend ko change karti hai to market trend line ko break Kar Ke apni previous trend se bhi nikal jaati hai aur isko trend Line ka break out Kaha jata hai jaise ki agar market up trend mein ho aur apni supporting trend line ko break Kar Ke Niche a Jaaye to yah trend line break out Hoga aur Iske bad trend change ho sakta hai aur Market down trend Mein Ja sakti hai