Moving Average kya hy?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average kya hy?
    Moving Average kya hy?

    Dear forex traders, Moving average kisi bhi strategy kay lehy aik simple or aik bht hi acha indicator hai. Moving average sy apko trend ko identify karnay main asani rehti hai or traders ye indicator istamal kar kay easily achi entries ley sakty hein. Traders apny chart ky andar aik ya aik sy zada moving average indicators laga sakty hein, or trend me buy ya sell kar sakty hein. Simple Moving Average [SMA] nechy picture me show ho rha hai.aam tor par, taweel mudti rujhanaat ke isharay 50- aur 200-دن ke emas ke sath lagaye jatay hain. stak ki qeemat ki 200 din ki moving average ko uboor karna aik takneeki ishara hai ke aik ulat palat ho gaya hai. jab munasib tareeqay se istemaal kya jaye, to moving average un taajiron ke liye na qabil yaqeen had tak madadgaar aur roshan hoti hain jo takneeki tajzia istemaal karte hain. woh is baat se waaqif hain ke agar yeh isharay ghalat tareeqay se kaam karte hain ya samjhay jatay hain to woh afratafri ka baais ban satke hain. moving average tamam peechay rehne walay isharay hain, aur inhen takneeki tajzia mein kasrat se istemaal kya jata hai .Nateejatan, aik makhsoos market chart par moving average ko istemaal karne se peda honay walay nataij ko market ki harkat ki tasdeeq karni chahiye ya is ki mazbooti ka mahswara dena chahiye. aksar, aik mutharrak ost rujhan mein tabdeeli ki nishandahi nahi karta jab tak ke market mein daakhil honay ka behtareen lamha guzar nah jaye. aik ema takheer ke nuqsaan da asraat ko kam karne mein kisi had tak madad karta hai. ema communitaion qeemat ki karwai ko qadray qareeb se" gilaay lagaata hai" aur taizi se radd amal zahir karta hai kyunkay yeh taaza tareen data ko ziyada wazan deta hai. jab ema ka istemaal trading entry signal bananay ke liye kya jata hai, to yeh matloob hai.



    Importance of Moving Average

    Dear friends, simple Moving Average ko create karny key lihy aap apny chart main thory indicators lagahy or few rules jo un indicators kay lehy important hein un ko follow karein. Isi tarah agar members charts par focus karein to market main apko 2 important chezey nazar ati hein. Ya to market ksi bhe trend me hoti hai jis tarah kay buy trend ya sell trend me ya phir market range main chal rahi hoti hai.Chart ky andar ap dekh sakty hein kay 200 day SMA sy apko clear downtrend show ho raha hai. Is tarah aap kisi bhi achy point sy sell ke entry lay sakty hein, or jab tak market moving average sy below rahy ge to market ka trend nechy hi rahy ga. Jab market moving ko break karti hai jesa kay ap picture main dekh sakty hein us kay baad trend ke direction tabdeel ho jati hai.Forex trading mein moving average indicator ki importance bohot hi Zyada Hoti Hai Forex trading Mein moving average indicator ki bahut sari different types maujood hai Jessica simple moving average or exponential moving averageMoving average indicator ki aik boht hi kamal ka indicator hy jo hamen different periods ki average bta raha hota hy kh trend kis simat main ja sakta hy . MA develpment bahot hi technical bases par ki gai hay, simple moving average be useful hay aur Exponential moving average ki calculation be technical traders key ley importance rakta hay, market ki moving average aur price action indicators other kesi be technical indicators se zeyda reliable aur best trades entry key ley acha result de sakty hey, simple moving average market ki moving calculation time period key base par hoti hay 50 days ki market moving average 50 days par divide kar di jati hay jes se single day ki moving average samny a jati hay
    Moving average indicator key two types ho sakti hain jo neechy di gai hain

اب آن لائن

Working...
X