Details of Spike Candlestick Pattren in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Spike Candlestick Pattren in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur farak trading Mein Achcha profit banaa Rahe Honge dear jawab isme kaam karte hain to aapko bahut hi jyada careful hokar kam karna hota hai aur Market ko acche tarike se samajh Gaye trading karna hoti hai jo members without experience aur learning ke kam kar rahe hote hain vah Hamesha nakam Ho Jaate Hain isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur acche ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapse bahut hi acchi information share karne ja rahi hun jo aapki trading ko successful banaa sakti hai to Mera topic hai spike pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain...

    What is Spike Candlestick Pattren:

    Dear member forex market Mein spike pattern 1 candle ki suddenly bahut Tej movement Mein banne Wali Ek pattern hai jo ke market ke top per ya bottom position pe banta hai yah pattern shape mein V pattern Jaisa hi hota hai Agar Ham ismein hard work ke sath kam karte hain aur Market ko acchi tarike se judgement Karte Hain To Ham is market Mein maximum advantages Hasil kar sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham market mein jyada Se Jyada Apne analysis ko strong Karen Taki Hamen is market Mein best result mile Kyunki is pattern mein bhi price Achanak up down moment Karti Hai spike pattern Mein candle last candle ki Vik bahut jyada Badi Hoti Hai Jahan se price reject hokar trend change kar deti hai.

    Identification of Spike Candlestick Pattren:

    Dear member forex market Mein spike pattern ke top ya bottom candle ke bad Koi candle nahi hoti spike pattern ko line chart ki madad se easily Maloom Kiya Ja sakta hai Safai pattern Kyon Ke market ke top ya bottom per Banta Hai Is vajah Se traders bahut jyada fayda Hasil karte hain dusra Aksar yah area market ke 100 position per hota hai short term traders normal shirt mein se bhi small spike se fayda Hasil kar sakte hain.
    Spike pattern Ke Do types Hain Kyunki yah pattern Jyada tar market ke top job bottom Mein banta hai spike pattern ke Mein Bullish or Bearish spike pattern spike pattern ko aap acche tarike se identify kar sakte hain....

    Bearish Spike Pattern:

    Dear forex market Mein bearish Spike pattern Mein price market ke bottom Mein bear stand ke Aakhir Mein Ek Badi week wali bearing scandal Banti Hai Jahan se price Wapas hokar Bole strand per move karna start kar deti hai price Kijiye Achanak tabdili Aksar market mein news Bank ki taraf se koi naye Byan ki vajah se hota hai bear is Safai ke bottom mein vi shape banta hai..

    Bullish Spike Pattern:

    Dear member forex market Mein Bullish spike pattern Hamesha Bull strand ke Aakhir Mein Ek Badi week wali bullish candle pe banta hai long Ve ke bolish candles ke bad price bear is trend per move karna start kar deti hai jisse price ulta V shape banati Hain...

    Trading With Spike Candlestick Pattren:

    Dear member forex market Mein spike pattern mostly news ki vajah Se Banta Hai Jis vajah Se Hamen market Mein hone wale news se Laaj Mein bakhabar Rahana chahie dusri spike pattern per trading Bada fayda Mand sabit hota hai agar Ham isko bar Waqt Saman paate hain to spike pattern ki badi candle ke bad market Mein entry Karen aur candles ke top per top loss put Karen...
    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-05T135606.062.png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12588269

اب آن لائن

Working...
X