Tweezer Top And Tweezer Bottom candlestick patterns.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer Top And Tweezer Bottom candlestick patterns.
    Forex trading main tweezer candlestick pattern tub develope hota hai jab 2 candlesticks same hight main back to back aik he level per banti hean aur doosray candlestick patterns ki tarha bahot he frequently develop hoty hean aur dear friends asp koi yea bhi waziha karna chahta houn kay jo tweezer candlestick patterns per market mein profitable trading karna chahte hain to hamen candles ki related information honi chahie aur hamare pass good knowledge hona chahie aur friends aap koi btana chahta houn kay kay Tweezer candlestick 2 types kay hoty hean candlestick pattern mein main tweezer top and tweezer bottom hamare liye bahut faydemand hote hain aur agar hamen yah pata nahin mil jaate hain to hamari trading bahut acchi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	29
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12586355

    Types of Tweezer candlestick patterns.


    • Tweezer Top Candlestick Pattern.
    • Tweezer Bottom Candlestick Pattern.


    Tweezer Top Candlestick Patterns.

    Tweezer top candlestic pattern market mein use waqt zaahir hoay gain jab market bahut hi bullish trend mein ho aur aap ko yea janna bhi zaroori hea kay Is pattern k motabiq market jahan per close hoi waheb sa he nicha i. Tweezer top pattern strong signal tab hoga jab ye uptrend kay baad develop ho aur basically tweezer top us candlestick ko kaha jata hea kay jab 2 candlesticks main say first wali hamasha bullish aur second wali hamasha bearish ho aur bullish ka high taqreban ya bilkul bearish candle kay high baraber ho aur dear traders jab tweezer top ka trends hota hay tou iss situations may market may bullish trend chal raha hota hay uss wakt market may up wards trends hota hay traders ko trading karney Kay liye market ki movement key mutabiq trade open karni hoti hay.

    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12586356

    Tweezer Bottom Candlestick Pattern.

    Tweezer bottom candlestick pattern tweezer top candlestick pattern say bilkul against main create hote hain jo trading chart ke bottom mein bante hain aur friends tweezer bottom kerty hain ky jab bhi two candles mil ker aesa pattern banati hain tou market main upward movement expected hoti hai ham aesi surat main buy ki trade open ker ky profit hasil ker sakty Hain aur Tweezer Bottom candlestick pattern main ma dono candlestick same low honi chaian ya unki body ki bottom same level par hon aur yea normaly support line ya lower trend lines kay kareeb show hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	15
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12586357

    Additional information.

    Tweezer top and tweezer bottom candlestick pattern donon hi trend reversal trading pattern hain in go agar proper analyse kiya jaaye to bahut hi acche trading signal mil sakte hain hin per trading kar ke achcha profit hasil jiya ja sakta hai aur friends kuch cases ma candles different color main appear hoti haib aur friends jab continue bearish candles banna shuru ho jaati hain air koi bhi candle bullish last candle ko cross kr ky close na ho to is ko tweezer bearish reversal trend kaha ja skta hai. agr aik current trend ko confirm karti ha to dusri iski weakness ko show karti hai.

اب آن لائن

Working...
X