Railway Track Pattern ka Introduction
Railway Track pattern ik aisa pattern hai jo ik trend reversal pattern hota hai jo ki price ke top ya bottom par banta hai railway track pattern mein shamil donon candles ki length aikjitni hoti hai lekin opposite direction mein hoti hai ya opposite pattern ki hoti hy. Railway track pattern agar price ke top per bane to yah ik Bearish trend reversal pattern Hoga lekin agar yahi pattern price ke bottom per bane to isko bullish trend reversal pattern ka naam Diya jata jata hai.
![Click image for larger version
Name: images (15).png
Views: 11
Size: 4.3 کلوبائٹ
ID: 12586325](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586325&d=1646570989)
Railway Track Pattern ki Explaination
Railway Track Candlesticks pattern 2 days candles by mustamail ek bearish Trend reversal pattern ke bad banta hai yah pattern market Mein price ke maszeed bullish Na jaane se rokane aur bearish trend reversal ka signal Deta Hai railway track Candlesticks pattern Dekhne Mein same bearish top candlestick pattern Jaisa lagta hai but tabhi the top candlestick pattern Mein donon candles Kisi bhi format ki ho sakti hai sirf Inki resistance level same hone chahie Jaab railway track pattern Mein donon candles ka length bhi same hota hai bearish railway track Candlesticks pattern ke banne ki Piche ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price Mein first candle Ek Khas point per close Ho Jaati Hai Aur dusre Din Ki candle bearish banne ke bad same first candle ke High price touch karne ke bad lower per close Hoti Hai To pattern ki donon candles open aur close price per Ek dusre se opposite direction Mein hoti hai.
1. Bearish Railway Track Pattern
2. Bullish Railway Track Pattern
![Click image for larger version
Name: images (16).png
Views: 3
Size: 2.4 کلوبائٹ
ID: 12586326](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586326&d=1658239050)
Railway Track Pattern ki Pehchan
Railway track Candlesticks pattern Ek munfrid pattern Hai jis main Shamil candle Ek dusre se different format ya trend yani bullish aur bearish Hoti Hai yah pattern high price area ya bullish trend Mein Banta Hai Jis ki first candle Long strong real body Mein banne wali bullish candle Hoti Hai dusre Din Ki candle Ek Bearish candle Hoti Hai yah candle first candle ke close point ke bad open ho kar same high banne ke bad down close Hoti Hai pattern ki donon candles long real body Mein parallel banne chahie pattern ki fast aur second candle ka high ya close price same hone ki vajah se yah ek strong resistance level ban jata hai.
![Click image for larger version
Name: images (11).jpeg
Views: 14
Size: 57.4 کلوبائٹ
ID: 12586327](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12586327&d=1635850322)
Railway Track Pattern ky sath Trading
Railway Track Candlesticks Pattren trading Mein jyadatar wazeha dehkta Hai jabki Is per trading karna Itna Jyada reliable Nahin Hai pattern per trading se pahle iska Low price per banne ke bad Ek trend confirmation ka candle ka bhi Hona jaruri hai confirmation candle bearish real body Mein Hona chahie Jiska open aur close same point per Nahin Hona chahie pattern ke bad bullish candle hone per yah pattern invalid ho jaega Jis per trading se parhez karne chahie pattern ki confirmation CCI indicator ya oscillator Se Bhi ki Ja sakti hai Jis per value Over-Bought area Mein Hona chahie pattern Jyada reliable ya strong Nahin Hai Is vajah Se stop loss ka use jaruri hai.