INTRODUCTION
Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.ye pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai bearish homing pigeon.Homing*Pigeon*Trading Pattern ko Successfuly Trade Karny Ka Solution Ye Hai kay jab Be Traders Iss pattern Ko Find karein down trend main to uny chaye kay next candle ka Wait Kiya karein ager toh downtrend main entry lyna ho toh next candle kay*bearish*hony kay Bad he apni entry place ke jaye.nahi to ager trend reversal ho to market main next candle lazmi bullish ho gi.
UNDERSTANDING BEARISH HOMING PIGEON
Bearish*homing*pattern bhi hamare liye kimati hota hai kyunki ham is se downtrend mein trading karte hain aur yah pattern hamen resistance area pe milta hai resistance area pe jab Kisi bullish candle ke sath ek chhoti si behre special Banti hai to hamen vahan se a ek bahut achcha signal milta hai aur resistance area se hamari trade shuru ho jaati hai aur Is Tarah se hamari trading kafi acchi ho jaati hai hamen chahie ki ham is pattern ki practice karen to tab ham downtrend mein achi trading kar sakte hain.homing*pigeon*pattern ha jo current trend ma bullish reversal ko show karta ha, ye downtrend ma show hota ha jo 2 candles par mushtamil hota ha jis ma pehli candle long*bearish*aur second candle small*bearish*hoti ha, second candle ki sari real body first candle ki range ma hoti ha, ye candles closing price ko opening price sa lower show karti hain.