99% Forex tradrs ki eham ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    99% of traders fail in forex for the fact that most of then lack the knowledge and experience to trade while others are too emotional when it come to trading live account. greed is another common cause of loss at every given point in time in forex trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      Yes dear you are right or mai apki bat say agree b krta hoo.Mostly traders ko agr trading say loss hota hai rto uski wja hai Greed or knowledge ka na hona.Q k agr koi trader greed krta hai to trading mai usay loss honay k chances zyada hotay hai or loss ho b jata hai.Trading 1 professional level ka business hai or more profitable b isi liye hmay apni knowledge ki base pr complete patience k sath trading krni chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #768 Collapse

        Forex may logo ko greed aor emotion fail krty hyn log jb es may greedy ho jaty hyn to phr un ka kam karab ban jata hy,forex may hmesha money management ky rule ko follow krty huy kam krna chaye aor exact trade krna chaye ta ky save work rhy.
        • #769 Collapse

          bhai pahly main bhi yahi galti karta tha magar loss karny k bad pata chala hai k main kitna galt tha kyun k ziada sa ziada main profit kamana chahta tha or loss ho gya bas yahi galti hai meri.
          • #770 Collapse

            orex me loss krne ki forex me log emotions ko control nahi kr pate or pher bre lot size ki trade open kt bethte hen g is lie ak trader ko loss ho jata ha or log aesa lalach ki waja se krte hen ap thek keh rahe ho forex koi bhagne to nahi laga jo ahm aese krte hen
             
            • #771 Collapse

              bilkul theek hy kih hamien ziada earnning ki laalch nahien karni chahiey forex great business ha es mei experience aur knowledge ki bohat zyada ehmiat hoti ha ap mehnat ki taraf tawajo de apna trading ka knowledge barha len good ha mehnat ki value bohat hy
               
              • #772 Collapse

                dear ap ny bilkul tek kaha hai asa e hota ahi k zayda lalch k chkar may log ek din may e sub earn kr lyna chaty hai or wo zayda profit bnty bnty phr loss kr lyty hai. yhi is liay e hota hai k hum money management and ek plane k sth ni work krty bs rato rat rich hony k chakr may hoty hai or asy forex may profit ki jaga loss kr lyty hai.
                • #773 Collapse

                  Is business me zyada tar traders ki yehi galti ha k wo is business me greed se kam karty hain isi liye hmen chahe k hm is business me kabhi bhi greed se kam nah kareen hmeshah hm is business me greed ko khtm kar k hi is business me kam karna chahye
                  • #774 Collapse

                    Apki baat theak hay forex trading main agar hum aik he galti ko bar bar dohraye gay to hum esmain nakam he hon gay aur profit ki bijaye loss he karwa lain gay so humay aisa risk nahi lena chahiey.
                    • #775 Collapse

                      tar traderz ki galti ya ha ky learning nai thk sa karty or trading main ah jaty ha jiss waja sa loss main jaaty ha forex mukamal tor per depend ha skill and knowedgepe frex sa
                      • #776 Collapse

                        g han bhai g ass ak fourem mein hum ko koi bhi ghltiy ho ge to hum ko loss o jaey ga jo aik bhiet hi ghlt bat ho jaey ga k hum forex mein bhiet hi lalch krty hae forex aik bhiet hi acha busineshae
                        • #777 Collapse

                          Forex tiger apne bat durast ki he k hum sab sabar nahi karte hin to hum loss bhi kar jate hin es busienss min to loss aur profit dono hi mojod hin hum agar theek toor pe forex ko nahi samjhin ge to hum zaror loss kar jaein ge aur loss bhi bara ho ga magar ghalti humari apni hi hoti he.
                          • #778 Collapse

                            99% Forex trading my trade ye mistake Krebs hy ky Forex trading my achi trha sy market kha wait nahi krta hy trader koo open kr deya hy na stop loss use kara hy or na hi take profit is ley account wash ho jata hy earn bi nahi hota
                            • #779 Collapse

                              aik hi din main zayada say zayada earn karnay kay chakron main hi aak kar to bohat saray trader nuksan kar jatay hain, agar thora thora roz earn karain to i think keh wo zayada behtar hay, na keh aik din main rich banay kay liye aap high risk kar dain apnay capital ko,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Assalam-0-Alaikum g waki may log forex ko yahe samaj tay hai kay wo aik din may ap ko ameer kar daiy gaiy jab kay ap nay sahe kaha yai tu life time business hai so may tu yahe kaho ge kay hum sab ko chahi kay aqal say kam laiy and aram aram say aur soch samaj kay trading karay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X