Information about double bottom candlestick pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about double bottom candlestick pattern.
    INITIAL CONCEPTS OF DOUBLE BOTTOM CANDLESTICK PATTERN.

    Forex market mein Har Candal Sticks patterns apney andar makhsoos time frames ki mukamal information rakhti hay aur Candal Sticks ki mukamal information ka hona bohut importance rakhta hay Kyu Kay hum jab proper knowledge aur information Kay sath candal sticks ki different types ko market ki movement ko monitor karney Kay liye istamaal kartay hay to haumay market Kay trends ka easily pata chalta hay jiss ki waja say haum asani Kay saath trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna bohaut zayada important hota hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni learning abilities ko improve kartay hoye trading karni hoti hay phir hi suces hoti hay.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12586108
    IDENTIFICATION OF DOUBLE BOTTOM CANDLESTICK PATTERN.

    Dear friends "double bottom chart pattern" forex market kay chart pattern kay end par form hota hey, or es pattern ke shape alphabet "W" say resemblance rakhti hey. yeh new down level par drop hoti hey or phir up move ker jate hey or aik level par aa kar phir drop ho jate hey or phir up chale jate hey es tarah es pattern mein support level bhe hote hey or resistance bhe support say price taize say up jate hey or resistance say price taize say down chale jate hey or es tarah yeh patyern chalta rehta hey.or es pattern mein neckline ban jate hey jes mein market move ups ya down karte rehte hey.Double bottom bearish trend kay akhir par nazar ata hai or ye buyer ko buy ki entry par maximum profit gain karny ka chance farham karta hai.es pattern mein Jis formation par bi trade ki jaye try karni chahe kay price action strategy ko bi use kiya jaye. Es sy trader ko na serf knowledge hasil hoti hai balky profit hasil karny ka chances bi zayada ho jayn gy.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	14
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12586109
    TIPS FOR TRADERS.

    Dear forex members aap Jab is mein candlestick chart ki selection Karte Hain To ismein aapke pass bahut sari candles aapko chat Mein Najar Aate Hain Jinke aap samajhkar trade kar sakte hain Kyunki ismein market ko samajhna bahut hi Aasan hota hai aur aap market Mein acchi Tarah apni trade Le sakte hain aur aap market ki support aur resistance ko use Karke ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur yah chat sabse Jyada use hota hai trading Mein analysis ke liye.Double bottom formation market chart ma aksar create hota hai or ye uptrend signal ko show karta hai. So jab ye formation appear ho to trader ko bullish ki trade ko start karna chahe. Es formation ma "stop loss" ko bi lazmi set karna chahe. Stop loss kay laye support level ki dosri side ko estamal karna chahe. Es ka bara faida ye hota hai kay agr trader ko nuksan bi ho jaye to uska account mehfooz ho jata hai. Agr esko estamal na kiya jaye to trader ko nuksan etna ho ga kay recover karna impossible or account clear karwana asan lagy ga. Ye bhot important es laye hai kay trend ki taraf kay bajaye opposite side par trade ko start karna hota hai. So agr achi risk management ko use na kiya jaye to nuksan ka chances increase kar jata hain.aur account wash b ho sakta hy.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	3
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12586110

اب آن لائن

Working...
X