Time Management, Money Management,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time Management, Money Management,
    Forex trading market mein successful hone ke liye aapko bahut jyada attempt karna hoti hai aur bahut jyada hard working karna Hoti hai kyunki jab tak aap ismein associated different important factors ko apni working mein shamil nahin kar lete hain use time tak aap market mein kabhi bhi kamyabi hasil Nahin ja sakte hain aapko hamesha market mein regularly basis per coaching important working ko complete karna hota hai aur uske bad apni decision making karna hoti hai aaj main aapse kuchh important aur family topic ki discussion karne ja raha hun aur inko apni post mein shamil karne ja raha hun jo aapki trading ko effective banane mein ek important roll play kar sakte hain.

    Time Management

    Definitely Forex trading market mein proper time per entry hasil karna aapke liye ek most important factor hota hai Jab tak aap market mein proper time per entry aur closing Nahin karte hain use time tak aapko market mein ek achcha result produce karne ke liye ek acchi information ka idea Nahin ho sakta hai kyunki market mein exact time per entry hasil karna aur exact time per out ho jana aapke liye most important roll play kar sakta hai isliye aapko hamesha market mein consecutively basis per kuchh important factors ko find out karna hota hai aur unke bhi aap per apni trading karna Hoti hai Jab tak aap aisa Nahin karte hain use time tak aapko completely profitable position available Nahin ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	importance of Time.jpg
Views:	11
Size:	139.2 کلوبائٹ
ID:	12585909

    Money Management

    Jab aap apne account balance ke hisab se apni training ko allocate aur manage kar rahe hote hain to definitely aap successful position mein a sakte hain lekin Jab aap apne account ke available balance ke hisab se decision making nahin kar rahi hote hain aur bahut jyada risk Le Rahi hote hain to yah management aapke liye dangerous ho sakti hai isliye aapko hamesha market mein successful trading karne ke liye sabse pahle Apne account ko focus karna hota hai aur iske bihaav per apni trading ko complete karna hota hai kyunki jab tak aap market mein is behavendra Nahin karte hain use time tak aapko ek acchi position available Nahin ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Money Management.png
Views:	13
Size:	209.0 کلوبائٹ
ID:	12585910

    Demo Account Practice


    Demo ke avsar practice aapke liye ek aisa platform hota hai jiski vajah se aap real account per bahut acchi experience trading kar sakte hain kyunki jab tak aapka demo account per achcha practis Nahin hota hai use time tak aap kabhi bhi real account per ek acchi trade Nahin de sakte hain aapko hamesha market mein regularly basis per ek acchi trading karne ke liye consistently split form ko join karna hota hai aur is per apni practis ko maximize karna hota hai kyunki aap jitni jyada practis kar lete hain aapko itna hi achcha result produce karne ke liye kuchh information aur data available ho sakta hai isliye aapko hamesha sabse pahle demo account per apni complete practis Karni chahie aur apni jitni bhi techniques aur Saturday hai unko acchi Tarah apply kar lena chahie.

    Click image for larger version

Name:	download (8).jpeg
Views:	8
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12585911

اب آن لائن

Working...
X