What is Trend Line Breakout & Confirmation Of Breakout.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Trend Line Breakout & Confirmation Of Breakout.
    What is Trend Line .
    Main aaj aapke liye bahut hi acchi information lekar hajir hua hun jaise ki aap forex market mein kam kar rahe honge aur apne analysis ke liye different method use kar rahe honge es tarah aaj main aapke liye trend line ke bare mein information share karunga jise aap apne analysis mein shamil karke kafi jyada fayda utha sakte hain kyunki es market mein jab aap friend line lagate hain to aapko es market mein next movement ka pata chal jata ha aur aap esmein apne account per trade lagakar profit banaa sakte hain forex market mein aapko achcha kam karne ke liye hard work karna hota ha tab aap es market mein successful ho sakte hain jo log forest market mein proper apni trading strateg banaa kar kam karte hain vah esmein successful ho sakte hain agar aap es market mein acche tarike se kam karte hain to aapko esmein kafi achcha result mil jata ha hamen es market mein successful hone ke liye proper training leni hoti ha uske bad ham es market mein achcha kam kar sakte hain.

    Trend Line Validation.
    Jab ham forex market mein trend line ki baat karte hain to hamen yah pata hona chahie ki jab market ek direction mein apni waves banakar movement start karti ha to vahan per ham yah trend line lagate hain jisse hamen market ki direction ka pata chal jata ha agar market ek side per movement kar rahi ha aur ismein koi trend line lagate hain to market mein es landline ko kamj kam do dafa touch kiya ha to ham es valid account karte hain adervise ham es trend line per trade nahin laga sakte agar kisi friend line ko market mein free time touch kiya ho to ham esko strong trend line mein shamil kar lete hain aur next es per trade lagakar apni entry laga sakte hain friend line mein trade karne ke liye different method hote hain jo ham normal trade lagane ke liye planning karte hain aise hi hamen train line per trade lagane ke liye trading strategy banani hoti ha jiske bad ham trade open kar sakte hain.

    Trend Line Breakout.
    Forex market mein jab ham trend line per trade karte hain to esmein different method hote hain trade lagane ke liye hamen ismein kai dafa trend line ko follow karte hue trade lagani hoti ha aise hi jab market es trend line ko break out kar leti ha to vahan per bhi ham apni confirmation ke bad train laga lete hain kyunki market mein jab koi train line break out hoti hai to use per hamen yah pata chal jata hai ki market mein abhi next friend start ho gaya ha aur ham vahan per entry laga sakte hain forex market mein trade lagane ke liye hamen acche entry point find out karne hote hain uske bad ham trade lagakar successful ho jaate hain.

    Trend Line Breakout Confirmation.
    Market ek direction mein movement kar rahi hoti ha to Iske bad jab trend change hota ha to market apni trend line ko break out karti ha aur uske bad next movement start karti ha magar kai dafa market fake break out karti ha jisse hamen bachana hota ha aur hamen confirm mission ka Intezar Karna hota ha ya market kisi bhi trend line ko break out karti ha to uske bad hamen retest per trade lagani hoti ha kyunki market jab dobara es trend line ko retest karti ha to vahan per koi reversal candle banati ha jisse hamen confirm mission mil jaati ha aur ham es market mein trade lagakar apni trade active kar sakte hain esase hamen kafi jyada fayda mil jata ha agar ham confirm mission ke bagair trade lagate hain to isase hamen kafi jyada nuksan bhi ho sakta ha isliye hamen soch samajhkar trade karni hoti ha.

اب آن لائن

Working...
X