Detail discussion about Hidden divergence in Forex trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail discussion about Hidden divergence in Forex trading...
    Assalamu Alaikum dear forex friends forex trading market mein jab aap kaam karte hain to aapko market mein jab entry lyni hoti hai to use surat mein aapko phly market ko analysis karna hota hai kyunki jitna achcha knowledge aur experience aapke pass hota hai utna hi aapko achy treky sy aap market ko samjgh sakty hain aur utna hi zada profit hasil kar sakte hain.

    Hidden Divergence:

    Dear Forex friends forex trading market mein jab aap Koi indicator use karte hain aur iske sath aap price chart ko dekh rahe hote hain to donon ki information opposite Hoti hai misal ke taur per Agar jab price chart mein up trend dekhty hain lekin indicator aapko down trend show kar raha hai to aisi situation ko hidan divergence kaha jata hai kuchh important indicators hote hain jesy ky moving average converter jo aapko is diversion se related bhot achi formation aapko available Hoti Hai jiski madad se aap market ko acchi tarike se samajhte hue Apne decision making kar sakte hain isiliye aapko hamesha market mein hidden divergence ki proper identification krky market mein entry Lyni cheye.

    Click image for larger version

Name:	types-of-divergence-in-trading.jpg
Views:	1
Size:	69.0 کلوبائٹ
ID:	12585881

    Identification:

    Dear forex friends forex trading market mein Hidden Divergence ko identify karna bahut hi easy hota hai aapko support level aur resistance level per regularly basis per chart aur indicators ko dekhna or samjhna hota hai Jab bhi indicator aapko different results show karta hai to aap isko aasani ke sath identify kar sakte hain kyunki jab tak aap isko identify karne ki position mein Nahin a sakte hain jab tak iski exactly identification nahin kar sakte hain use time tak aapki interpretation kabhi bhi apny ly profitable ni bna sakty isliye aapko hidden divergence ko identify karna bahut jaruri Hota Hai.

    Interpretation:

    Dear forex friends forex trading market mein nterpretation ka idea bahut hi aasan ho jata hai jab aap is ki proper identification krlety hain aur uski interpretation aapke liye perfect ho sakti hai Jab aap market mein regularly basis per kuchh important advantages ko find out karna start kar dete hain aur uske bad uski identification karte hain aur last step aapke liye interpretation rah jata hai yah interpretation aapke liye bahut hi important hota hai kyunki Jab aap Kisi bhi pattern ki identification kar lete hain to use waqt aapke jyada acche advantages available ho sakte hain.

    Conclusion:

    Dear forex friends forex trading market mein jab aap kaam karte hain to aapko market mein apny analysis karne ke liye bahut important hota hai ky aap market main chart pattern ko samajhne ke or un ky motabik apni working lrn taaky aap ko market ky maximim advantages available hote hain.

اب آن لائن

Working...
X