Details Of Relative Strength Index Indicators.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Relative Strength Index Indicators.
    Assalamu Alaikum dear Forex member Umaid hai ki aap sab theek Honge aur Forex trading Mein Achcha kam kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai agar aap is market Mein hard work Karte Hain aur acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein fayda Milta hai isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Jyada Se Jyada aapane experience ko increase Karen Taki aap is market Mein Achcha profit banaa sake Jo members is market mein experience per focus Nahin Karte aur na hi apni learning ko complete karte hain vah is market mein kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte agar aap Achcha profit Hasil karna chahte hain to aapko daily acche analysis karne Honge aur best entries per trade Lagani Hogi tab hi aap is market Mein profit table trading kar sakte hain main aaj aapse bahut hi important information discuss karungi to Mera topic hai Relative Strength Index Indicators kia hai.

    Definition Of Relative Strength Index Indicators:

    Dear forex member Relative strength index indicator Ek bahut famous Momentum indicator Hai Jise analyst j.welles wilder naye design Kiya Hai RSI indicator trend or trend ki simit tabdiliyon ke bare mein different signal provide Karta Hai Ta Hum zadatar traders iska use overbought ya over sold Jab price bahut jyada down ja chuki ho aur yahan se price ka Wapas upward jaane ka market ke halat Ki Nishani karne ke liye use karte hain.

    Click image for larger version

Name:	400px-RSIwiki (1).gif
Views:	27
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12585854

    Explanations Of Relative Strength Index Indicators;

    Dear forex member Relative strength index indicator ki value 0-100 ky dermiyan hoti hai,or zayda tar oscillator ki trrhan Over-Bought or Oversold hony wala area main hoty hain Indicator ka am use yeh hain k 70 ya is sy opar ki RSI value is bat ki nishan dahi karti hai ky assets ko Over-Bought kia ja raha hai or is waja sy trend ky Reversal jany ko imkan ho sakhta hai. Dusri tarf 30 ya is sy down ki Rsi value am tor par ik over Bought and Oversold hony wali halat ki nishan dahi karti hain.jo trend tarmeem kar sakta hai.

    Relative Strength Rundown in forex trading market:

    Dear forex member Wilder ky mutabik RSI indicator by default set up 14 period Hai trader is value ko change kar sakta hai iska insaar traders par hai ki vah Is Kadar slow ya fast se market Mein Signal ko Hasil karna chahta hai aur Si indicator Ek Momentum indicator hai lekin trend ka to karne ke liye bhi yah use mein bahut Aasan Hai Jab relative strength index 50 se down a jata hai to market ko bear Samjha jata hai aur Agar yah 50 se upar Chala Jata Hai to market ko bhulesh Samjha Jata Hai Ek osilator ke Taur per RSI indicator ki apni Momentum trend hai aur yah Lo aur high banaa sakta hai isliye Hath se indicator ko price aur indicator ki date Ke Darmiyan difference Talash karne ke liye use Kiya jata hai aur Si indicator Ka Veer De varjan aur time Hota Hai Jab RSI indicator over both zone Mein Hota Hai Aur lower High Court touch Karta Hai Jab Ke Usi time per I chat Mein higher High ko touch kar raha hota hai use time Hota Hai Jab RSI indicator Over-Bought area Mein Hota Hai Aur price chart high Lo banata hai Jab Ke same Usi time price chart per lower high banate hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-03T204853.382.jpeg
Views:	42
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12585855

    How Trading In Relative Strength Index Indicators:

    Dear forex member RSI indicator ek strong aur reliable indicator Hai Jise Har level ke mutabik trader use karte hain yah Ek oscillator ke Taur per samajhna Aasan hai agar RSI indicator 77 se upar hai to market over both zone Mein jata hai aur Agar yah 30 se down aata hai to market over sold level Mein Chala Jata Hai yah Aam aur new trader ka ek pasandida indicator hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-03T204902.331.jpeg
Views:	6
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12585856

    • Indicator ke drop down menu RSI type Karen aur RSI ke mutahib Karen.

    • RSI ki screen setting ab jahir hoti hai aap default input data use kar sakte hain ya Apna data darj kar sakte hain.

    • RSI ko Apna trading platform Mein Shamil karne ke liye okay button per click Karen.

اب آن لائن

Working...
X