Neck pattern in trading chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Neck pattern in trading chart
    AOA

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai Neck line candlestick pattern is pattern ko Ham kaise use Karenge aur Iske per Kaise trading stragedy ko use kiya jaaye Taki Ham Achcha profit Hasil kar sake usko understand karne ki koshish Karte Hain
    NECK LINE
    Forex trading ke analys ke liye sabse Jyada use hone wala chart ko candlestick chart pattern Kaha jata hai jo bahut iji hai aur Jahan se iska start hua aur ismein ismein aapko bhi ab tak samajh a Gai Hogi ki yah pattern kitne important hain aur Inko use karne ke kya benefit hain aur ine patterns ke bagair trading Nahin ho sakti to Inko understand karna heart trader ke liye important hai
    HOW TO USE NECK LINE
    Forex trading chart pay Jab Bhi Head and Shoulder pattern Banta Najar Aaye Aur Uske bad ki opposite side pay blue side Jo starting line banti hai usko Nek line Kaha jata hai aur yah important nahin hai ki horizontal Hi Ho vah Thodi Tedhi bhi ho sakti hai aapko standard ko understand karna Aana chahie candle se short mein bahut sari information hoti hain Ek single candle bhi market mein aapko Kafi important signal information provide kar sakti hai aapko market ke bare mein
    Click image for larger version

Name:	grade7-head-and-shoulders-before (2).png
Views:	44
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12585836
    IMPORTANT POINTS
    Neck line ko samajhne ke liye Kuchh important points aapko Ek image Ki Surat Mein batana chahta hun Taki aapko Aasan ke sath yah pattern understand ho sake
    Click image for larger version

Name:	blogpic1.jpg
Views:	1
Size:	35.9 کلوبائٹ
ID:	12585837
    CONTINUE TREND
    Agar market up trend ko movement kar rahi hai to Uske bad aap dekhte hain ki candles neck line Banna Deti Hai To iska matlab yah hota hai ki Iske bad market Apna trend continue rakhen ki aur Mazeed Upar hi movement Karegi aur Agar market down moment kar rahi hai aur uske bad candles neclline pattern banaa Deti Hai To iska matlab yah hota hai ki market apni moment ko continue Rakhegi aur Iske bad uski next moment bhi down hi Hogi

اب آن لائن

Working...
X