Market Roll Over ;-
Dear Friends, Market roll over term tab use hoti hay keh jab ham kisi pair main trading kar rahy hon or ham is trading order ko one night hold kiye rakhtay hain. Next day hamain roll over ki amount pay karna hi hoti hay jo auto pe overnight trade hold karny per broker hamm say charge kar laita hay.
Is tarah hamm jitni nights bhi trade hold karain gay trader hamm say amount charge karta rahy ga. Matlab keh ager CL ki buy ki trade ho to is ko single night hold karny per suppose 1$ roll over ho to is terha ham ager is ko 4 nights takk hold kiye rakhtay hai to hamara pay karda roll over amount 4*1=4$ ho jaeye ga.
Roll over ki do types hain ;-
1)--Positive roll over ;-
Jab trader aik aisi currency pair main buy ki trading karta hay keh jis ka interst rate pair currency say ziyada ho to is currency pair ko over night hold karnay per broker hamain interest ki differ amount pay kary ga jis say hamara profit mazeed up ho jaeye ga.
2)--Negative roll over ;-
Jab ham kisi aisi currency pair ko buy karty hain or jiska interest rate paired currency kay muqably main kafi low hay to is terha hamain is pair main trading order over night hold karny per roll over pay karna ho ga. Jo keh in dono currencies kay interest rate ka differ ho ga.
Difference Positive roll over vs Negative Roll over ;-
Trader ki trade jab kisi particular currency par chal rahi hoti hai to is currency ka interest rate increase or decrease ho sakta hai kyu k interest rates change hoty rehty hain or yeh hamesa same nahi rehty. Jab us trade hony wali currency ka rate increase ho jae to trader ko woh amount roll over ki soorat main pay karna hoti hai but agar yeh trade hony wali currency ka interest rate kamm ho jaey to trader ko woh amount wapia mil jati hai.
Agr trader ko roll over ki amount ko pay karna parr jaey to is ko hamm negative rollover kehain gay. But jab ye roll over ki amount trader ko recieve ho jaey to is ko ham positive roll over kehain gay. So trader ko apni trades main roll over ki term lazmi use karni chahiye.