how to tread with Dragonfly Doji candlestick pattren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to tread with Dragonfly Doji candlestick pattren
    What is dragonfly doji candlestick pattern



    Salam walekum my dear forex member ummid karta hun aap log khairiyat se honge aur achcha profit hasil kar rahe honge ji bilkul aaj ke topic mein main aapko batana chahta hun ke Dragonfly candlestick pattern kya hota hai aur iske market mein kya effect padhte Hain Dragonfly analystick pattern ek single candlestick pattern per mustangle hota hai jisko Ham reversal candlestick pattern bhi kahate Hain yah candle stand pattern ek Saman real body abside per maujud hota hai aur iske sath ek long tail hoti hai my dear forex member ISI Tarah yah parivartan bhi hota hai agar market mein yah top per create hota hai aur yah price ko hai yaar level se lower level ki taraf move karvata hai





    Formation of Dragonfly Doji candlestick pattern




    My dear forex member Dragonfly catalyst take a pattern ek single candlest pattern hota hai jo cake sambhal rail body aur long tail per muft Mel hota hai yah hamen yah batata hai ki ismein ab buyers ke tadad seller ki tadad se jyada ho gai hai isliye yah ek Saman real body per most mein hota hai iski Jo body sambhal Hoti hai vah Jahan se open Hoti hai vahin per jakar close ho jaaye to iska matlab hai ki abayar ke tadad jyada Hogi ab market ka pattern upward move karega long veks yah batati hai ki ab seller ki tadad kam ho gai hai isliye yah ek Saman railgadi ke upar create hota hai yah market mein lower side ke upar create Hoga Jahan Bhi create Hoga market ko upward ki taraf badhaega market mein jo price Hogi vah lohar level se har level ki taraf move karegi yah ek doji candlestick pattern ki types hai





    Identification of Dragonfly Doji candlestick pattern




    My dear forex member is identification karne ke liye aapko market mein jyada se jyada experience ka hona lajmi hai kyunki jitna jyada aap logon ke pass acchi information Hogi utna hi jyada aap good experience ke jarie acchi identification kar payenge kyunki dragon flight single candlestick pattern hota hai isliye isko identify karna bahut hi jyada hota hai isliye isko Ham single candlestick pattern kahate yah parivartan hota hai ek Saman real body per most Mal hota hai jo ke green color ke candlestick Hoti hai jisko Ham bulleesh candlestick pattern kahate Hain Jo ki sambhal real body hoti hai aur isase ki jo tel Hoti hai vah sambhal body se 4 se 5 guna jyada hoti hai yah market mein jyada talwar side mein create hota hai jab market sport level ke upar maujud hoti hai aur yah yah candlestick pattern Jahan Bhi create Hoga market usi time rivers ho jayegi





    Treading with dragonfly doji candlestick




    My dear forex member market my different time frame ke mutabik different candle create hote rehte Hain Kafi sare single candlest pattern hote Hain Koi candlestick pattern aise Bhi hote Hain Jo candles ki tadad per jyada mushkil bhi kahate Hain lekin aaj ke topic mein Ham Apne Dragonfly doji candlestick pattern ke bare mein discuss kar rahe hain to isliye scandalistic pattern per jab aap trade karte Hain to aapko market mein iski confirmation hasil honi chahie jab aap iske dentication nikal Lete Hain to usi time aap ek entry point lete hain is candle ke banne ke bad jab dusra candle create hota hai to fauran aap entry Le Le aur iski Jo stop Las hai vah stop loss loss mein use Karen kyunki stop loss aap ke account ko saf rakhta hai stop last is candles ke niche Jahan per iska and hota hai vahan per stop loss se set Karen aur iska Jo target hota hai vah iske double candles ke upar lagaen



اب آن لائن

Working...
X