Consumers Price Index Trading Instructions.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Consumers Price Index Trading Instructions.
    Consumer Price Index (CPI)data forex trading market mein bahut hi important roll play karta hai Kyun kay is consumer price index data ki base per tamam tar trading economical issues ko discuss kiya jata hai aur us kae lihaz say he upcoming trading situations ko analyse kiya jata hai is data kay realise hony main kuch marketing news important factor hotin hain friends data daily base par release hota hay jo key current growth aur inflation ka indication provide kar sakta hay aur consumer price main food, goods production data release kia jata hay aur is lay alawa consumers price index purchasing power ka bahot he directly indication deta hai aur is data release hony ki surat main consumers price index indicator market mein use Kiya jata hai koi bhi company jab apni products banati hai to uski cost and value decisions ke liye producer price index Kahan se dekha jata hai aur us ki base per price index decision liya jata hai aur uska Kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (86).png
Views:	2
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12585558

    Consumers Price Index, Explanation.

    Abhi ham consumer price index per tafsilan baat karte hain aur is ko kuch janne ki koshish karte hain ke yea consumer price index data asal mein hota kya hai aur yea kab release hota hai aur is ka trading market per kya asar padta hai.Dear friends hamesha yaad rakhian kay consumer price index carter luck individual country ke sath hota hai aur us ki economical growth per depend karta hai us ka consumer price index kitna hoga ya kiya ho sakta hai friends CPI kay release hony kay baad currency ko other currency k sath compare kiya jata hai is he base par market main currency ki volatility matter karti hai jis ka atlast trader ko bhot zayada benefit hota hai aur Cpi har item ki average price ko calculate karti hai even k jis ma food, energy or medical care wagera b shamil hain. Ye forex k lae b bhot useful indicator hai wo es waja sy k ye monetary policy par effect dalta hai aur friends market ki next movement kya ho sakti hai dear iski calculation previous data per ki jaati hai aur yah calculation expert Tradus karte hain aur is mein calculation ke liye hamare pass different websites hoti hain jin kee base per aap bahot achi trading kar sakty hean agar news ko focus kar kay trading karian to.

    Click image for larger version

Name:	images (79).jpeg
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12585559

    Trading Standards and Consumers Price Index.

    Consumer price index aur trading market ka aapas main bahut hi strong relationship hai Jiski base per trading market trading standards ko makhsus karti hai aur trader ko un standard kay mutabik apni trading strategy ko plan karna hota hai us mein sab say achcha tarika yah hai ki trader Forex news se Har Waqt update rahe aur un news ki base per technical analysis karte hue trading karen aur woh he trader successful hota hea jo cpi k data ko achi tarha observe karta hai or es data ka track rakhta hai wo zarur acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. But es k trader ko cpi ko permanently observe karna ho ga yea aik long term method hai.

    Click image for larger version

Name:	images (78).jpeg
Views:	1
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12585560

اب آن لائن

Working...
X