- Dear forex member umeed krta hon ap sab khriyt say hon gy or mehant say kam ko jarri rakh rahy hin gy forex member aj k topic bht important ha ap logo kay liye is liye is topic pay apko ziyda foce rakhna kamiyabi hasill kar sakty hay chalta hon apny topic ki tarf ek aisa pattren samjhna chahta hun jisko agar ap log
- samjh lain or kuch bhi apko forex ka na pta ho to ap sirf es ek pattren se bhi forex main earning karne k
- kabil ho jaen gy es pattren ko agar samjhna chahty hain to post ko pura or achey se read karen examples
- se samjhen to ap foec k es pattren ko jiska naam hao falling wedgw and raising wedge in pattren kko seekhen
- or trade kren. baqi ap sb achey se trade kar k profit earn karen jis ka pako kafi faida ho ga
Preface:
- Dear forex member Falling wedge ho ya raising wedge ho apne sirf es pattren ki shape ko daikhna hai eski asaan
- identification esi traha se mumkin hai jis traha k naam se pta chalta hai k falling wedge ek
- girti hoi market main apko milega yani k downtrend main ap es ko daikhen gy yeh ek triangle
- ki shakal bnaey ga eski 2 se 3 swings hungy pehla swing sab se bra or uske bad yeh choty or
- choty swings hoty jaty hain sath he eska breakout ho jata hai falling wedge main apko trend k
- khtam hony or new trend k start hony ka signal diya jata hai jis se apko ek achi entry milti hai
Falling wedge pattern:
- Forex member Agr hum chart main dekhe k mrket main ek trend kafi time se chal rha hai or falling wedge k
- banney me zaroori hai k peche trend down trend ho ya down trend neche ki traf girty hove ek
- level per rejection ly kr oper ki traf ek pull back karta hai yahan se pattren ki formation start
- hoti hai or agly kuch he swings main pattren mukamal ho ata hai esko ap triangle ki sahpe main
- daikhen gy or eska break out hamesa new trend ki formation hoti hai kyon k falling wedgw ek
- trend ki end or new tred ki formation hoti hai es pattren main apke uper tren line ko ap market
- ki resistance or lower trend line ko market support ki trah ly kar mazeed agy barhti hai.falling
- wedge pattren ki yeh khasiyaat hai k yeh chart pattren main banta hai jahan market lower lows
- or lower highs bnati hai jo ke ek range main banty hain jab yeh pattren downtrend main banta
- hai to yeh reversal pattren mana jata hai or yeh pattren es bat ko confirm karta hai k ab new
- trend start honey wala hai buyers ka rujhaan ziada hai(The falling wedge pattern is characterized by a chart pattern which forms when the market makes
- lower lows and lower highs with a contracting range. When this pattern is found in a downward trend,
- it is considered a reversal pattern, as the contraction of the range indicates the downtrend is losing steam.)falling wedge ek bullish pattren hai esi trha se esk dusra pattren raising wedge hai jisko hum bearish pattren
- kehte hain yeh signals maney jaty hain market main trend change honey k.
- market main aap assani k sath es pattren ko trade kar sakty hai.
- DIFFRENCE BETWEEN TWO SUPPORT AND TWO RESISTANCE
INTRADAY CHART
TWO SUPPORT OR TWO RESISTANCE KE DARMIAN ME KAM SE KAM 7 SE 8 CANDLE KA DISTANCE HOA CHAHYE.
SHORT TERM
DO SUPPORT OR DO RESISTANCE K DARMIAN KAM AS KA FASLA 3 SE 4 WEEKS KA HONA CHAHYE
MEDIUM TERM
DO SUPPORT OR DO RESISTANCE K DARMIAN KAM AS KA FASLA 5 SE 4 MONTHS KA HONA CHAHYE
LONG TERM
DO SUPPORT OR DO RESISTANCE K DARMIAN KAM AS KA FASLA 7 SE 8 MONTHS KA HONA CHARY.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим