Details and appearence of Takuri line candlestick pattern and its reliability
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details and appearence of Takuri line candlestick pattern and its reliability
    Takuri line candlestick pattern aik single candle par mushtamil bullish reversal pattern hota hay, is candle ki real body small hoti hay jis ki upper side par wick ya shadow nhi hota aur iski lower wick kafi long hoti hay, yeh pattern indicate karta hay kay kis tarah downtrend ko bulls na oppose kia hay, yeh candle apnay high kay pass close hoti ha, ye candle bullish ya bearish dono main say koi aik ho sakti hay,


    Formation of takuri line candle:

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211229-160553_Opera Mini.jpg
Views:	4
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12585457


    Normaly yeh pattern current downtrend main price decline kay baad create hota ha, yeh chart pattern ki bottom par banta ha aur hammer candle say resemble karta hay lakin Takuri line candlestick ka lower shadow hammer candle say large hota ha aur candle ki real body kay twice say ziada hota ha, mostly yeh candlestick white hi hoti hay yani keh bullish hoti hay, iska colour matter nahi karta kiun kay baz dafa yeh opening kay bad down side ati hay, phir up jati hay aur bull body banati hay, jab kay iski lower tail long ban jati hay, pattern show karta hay kay bears kay control kay baad bulls na dobara bears ka control khatam kar dia hay,

    Confirmation of Takuri line candlestick pattern:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211228_2128580.jpg
Views:	4
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12585458

    Click image for larger version

Name:	images_1.jpg
Views:	4
Size:	42.9 کلوبائٹ
ID:	12585459

    Is candlestick pattern ki confirmation ko ham past history main compare karain to kai baar yeh reject bhi hui hain, laikin normaly yeh bullish reversal hi samjha jata hay. Hamain iski current confirmation karnay kay liay yeh observe karna chaiay kay hamara timeframe kon sa hay, is candle nay kitna volume cover kia hay aur bullish trend kitnay time raha, is main buyers aur sellers ki ration kitni thi, takuri line candlestick pattern traders ko upcoming price reversal kay baray ma batata ha, yeh reversal upward hota ha, is prices ma bulls kay control regain karnay ki waja say prices higher side par close hoti hain, Takuri candlestick ki appearence kay baad prices rise karna start kar daiti hain, agr ham yeh findings karnay main kamiab ho jaen to ham is kay bad buy ki trade kar saktay hain, hamain new period kay starting main buy ka order set karna chaiay jab kay stop loss takuri candlestick kay lower point per set karna chaiay

    Effectiveness and reliability of takuri line candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211228_2128582.jpg
Views:	5
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12585460

    Takuri line pattern par trade kay liay is kay sath sath kisi technical analysis tool ya relative strength index, stochastic oscillator ko use karna chaiay, professional trader is pattern par tab hi trade kartay hain jab yeh market ki over bought aur over sold state main appear ho secondly pattern us waqt reliable hota hay jab yeh support zone ma ya clear downtrend ma banta hay, jab bhi yeh gap kay baad appear hota hay to traders isko strong signal consider kartay hain, yeh traders ko upward moment ko capitalize karnay ki opportunity daita hay,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details and appearence of Takuri line candlestick pattern and its reliability

    Assalamu alaikum market mein sahi kam kar rahe honge jaisa ki aapko pata hi hai ki fore hai tumhare Liye ek bahut hi achcha business hai jismein Ham acche tarike se kam karenge to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain Jo log market ko achcha time dete Hain market mein apna time spend karte hain vah ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain aur jo log ismein without experience for knowledge ke kam karte Hain vah kabhi bhi ismein kamyab Nahin ho sakte hain kamyabi leni hai to uske liye aapko sabse pahle demo phone mein practis Karni chahie demo account mein achcha work karte rahana hota hai to uske bad hi aap ismein kamyabi ho sakte hain kamyabi ke liye aapko jyada se jyada mehnat ki jarurat Hoti hai tabhi aap is business mein kamyab ho sakte hein .

    What is the details takuri line candlestick pattern

    Market mein kam karne ke liye main jyada se jyada detail ki jarurat Hoti hai jitna jyada hamare pass knowledge Hoga utani hi hamen ismein kamyabi bhi milegi hamare pass market mein work karte rahana important hota hai aapko pata hai ki demo account hamari practis ke liye hota hai jismein Ham achcha kam karenge to hamen kamyabi milegi demo account mein vahi log kamyab hote Hain Jo achcha kam karte hain regular market mein apna time spend karte hain vah ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain.

    Takuri line candlestick pattern market mn high shadow ko zahir krta ha ur phr is ki move bearish hona shoro ho jati h market ko Ham jitna achcha time denge market mein Ham Kitna jyada work karenge utani Hi aasani se Ham ismein kamyab bhi ho sakte hain market mein hamen confirmation lekar kam karna hota hai to uske bad hi hamen market mein kamyabi bhi milati hai.

    Trading Explanation

    Market mein hamen extra work nahin karna hota hai market mein hamen samajh ke kam karna hota hai to uske bad hi Ham ismein kamyab ho sakte hain Jo log market ko jyada se jyada time dete Hain market mein apna waris spend karte hain vahi ismein kamyab bhi ho sakte hain hamen ismein technical analysis aur fundamental analysis ko follow karke kam karte rahana important hota hai demo account hamari practis ke liye hota hai jismein Ham jyada se jyada practis karenge to usmein Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain regular market mein apna time spend Karen to aapko kamyabi milegi Harbhajan is kamyab hona Chahta hai Lekin market mein vahi kamyab ho sakta hai jo is mn achcha kam karta hai market mein apna time jyada se jyada spend krta h

    Click image for larger version

Name:	images (70).png
Views:	5
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12445423

    Click image for larger version

Name:	images (71).png
Views:	3
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12445422
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X