<<< Lagging indicator vs leading indicator >>>
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    <<< Lagging indicator vs leading indicator >>>
    Introduction to topic

    Dear forex Forum memeber ,forex market main trading Mein Do Tarah Ke indicator aapko dekhne ko Milte Hain jismein aapke pass Ek leading indicator hota hai aur ismein aapke pass Ek lagging indicators Hote Hain Jo ki market ko different tarike se dikha Rahe hote hain isliye Ham dekhte hain ki Jab ham apni study leading indicators ke bare mein complete kah Rahe Hote Hain To ismein Hamen yah Baat man mein Rakhna chahie ki leading indicator aapko market ki advance movement ke bare mein Bata Dete Hain aur aapko market ke reversal ke bare mein batate hain aapko admin se pata chal jata hai ki market kahan se reversal hone ke chance Ho Jaate Hain isko Ham leading indicator ka naam Dete Hain jismein Fibonacci retracement Ek bahut hi Jabardast indicator Hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	11
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12585402
    Legging indicator kia hoty hain

    Market Mein indicator Ek bahut hi useful indicator hota hai Jisko main traders apni trade ke liye use karte hain market Mein ya leging indicators aapki trade Mein strategy aur aap ki efforts ke final score ko show Karte Hain Jab traitors apni trade Mein legging indicator ko use karte hain to use Waqt yah directly move karta hai market Mein Ja leging indicators outputs result provide Karte Hain ledging indicators measures results market Mein yah ledging indicators aap ki organisation activity ke bare mein directly output information provide karta hai market Mein trade is indicator Ka istemal Karke apni performance ko improve kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	6
Size:	13.7 کلوبائٹ
ID:	12585403
    Leading indicator kia hoty hain


    Leading indicator future prediction k liye hotay hain . Ye term economics sy originate ki gai hy jis ko is trah sy define kiaa jata hy k ye eak measurable factor hy jo economy start hony sy pehly change hota hy jis main ye eak particular pattern ya trend ko follow krta hy.Leading indicators important hy kyun k ue future performance or prediction k liye use hotay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	19
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12585404
    Lagging indicator vs leading indicator

    Lagging indicator wo indicator hoty hain jo market ki past price ko use kar k market future ko predict karty hain but en indicator ka side effect ye hai k es time par signal dety hain jb market wo movement start kar chuki hoti hai or trader ko es k bad enter hony sy kio khatir khawa benefit ni hota. But en indicators ka advantage ye hai k ye zayada tar accurate signa ko provide karty hain or trader ko agr profit na ho to loss b ni hota.

اب آن لائن

Working...
X