supply and demand in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    supply and demand in forex
    what is supply and demand in forex



    supply or demand forex market mein 2 sab say zyada takat war strong qawaton ko indicate kartay hein demad ka matlab ye hey market mein buy karnay wallay buyer ke qowat or sell karnay ka matlab yeh hey keh forex market mein sell karnay wallaon ke seller ke tadad supply price forex market ko nechay lay kar jate hey bare demand forex market ko opar lay kar jate hey dono kawaton mein tawazon forex market mein side way movement par rakh day ga



    supply and demand indicator ka work



    aik motwazan hallat mein price aik range mein agay increase ho rehe hey forex market mein buyer or seller ke qawaton mein tawazon ho sakta hey frex market mein en dono mein bearish ka bullish ka trend kaim ho jata hey side way movement mein adam tawazon paida ho jata hey forex market mein en dono kay bullish ya bearish ka trend paida ho sakta hey forex market mein bad mein adam tawazon paida ho sakta hey or breakout kay bad recently range ko base zone kaha jata hey or ghair bharay hvay order say price dbara es zone mein aa jay ge forex market mein recently zone ko base zone kaha jay ga price es bharay hovay zone mein wapes a jay ge
    Click image for larger version

Name:	wewewe.JPG
Views:	1
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12585329
    yeh zone forex market mein chart mein har jagah par hey forex market es level par wapes aa jate hey or forex market demand zone say orde lay kar chale gay hey supply and demand indicator forex market mein technical indicator ke types hote hein
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X