Understanding bullish and bearish momentum.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Understanding bullish and bearish momentum.
    Understanding bullish & bearish momentum,


    Click image for larger version

Name:	download (13).jpeg
Views:	1
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12585200
    Momentum kya hai Dekhen Momentum ki definition main aapko batata hoon the rate of change of price Jis rate per Ek particular price change ho rahi hai usko Ham Kahate Hain momentum. Iski example yah hai ki aaj sugar 50 rupaye pkg mil rahi hai aur uske agale Din sugar Woh sugar Jo 50 rupaye per kg thi vah 60 rupaye per Kg mil rahi hai . Iska matlab yah hai ki strong Momentum ban gaya uska 10 rupaye per kg uska momentum bulls ka hai. Yani ki vah 10 rupaye per kg Upar gai yani ke uska rate of change of price jo hai wo 10 rupaye hai. Kyunki usne 50 se direct 60 rupey per jump Kiya Hai. Uska jo Momentum Hai vah strong bulls Momentum hai. Agar iski price se niche Aana Shuru Ho Jaati Hai 60 se 58 Tak to iska matlab yah hai ki uska Momentum drop ho raha hai. Balls kamjor ho rahe hain aur bears strong ho rahe hain. Pahle 10 rupay per jump maar rahe the ab 2 rupaye per jump maar rahe hain. Kyunki Inka Momentum drop ho chuka hai Inka rate of change of price kam ho gaya isko Kahate Hain momentum. Mere Pyare all Forex members ummid Karta Hun Ki aapko Momentum ki definition Kafi Behtar Lagi Hogi. Aur isko Mazed explain Kafi trader kar chuke hain. Kyunki Momentum ka Forex Mein Kafi Aham kirdar Hota Hai aur iski Bina par trade Kafi Behtar hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (12).jpeg
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12585201

اب آن لائن

Working...
X