Indicator traders or price action trader main Fark?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator traders or price action trader main Fark?
    Price action aur indicator Mein Fark






    Price action trader or indicator use Karke trade Karne Wale Mein Fark. Jo price action ka trader hota hai vah market ke behaviour ko analyse karta hai ki market Piche kya behave kar rahi thi aur aage kya karegi. Kya aapane pattern change karegi aur change change pattern Mein move karegi aur pattern Vahi Honge Jo Piche vah banaa chuki Hogi. Vah pattern bhi Uske sem Honge ya nahin repeat Honge. Lekin indicator ka kya maksad hai? Indicator based Jo system Hote Hain pata nahin hajaron systems Hain. Takriban 4000 Se Jyada indicator market Mein Pade Hain. Aap Internet se download kar sakte hain lekin jo chij kam ki Hoti Hai vah Kabhi free hi Nahin Hoti. Agar indicator aapko Paisa Kama kar dete to vah free ke nahin Milte kabhi bhi.



    Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	1
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12585180


    Explain




    Indicator Ke Jo system use karte hain Unka Jo men target Hota Hai vah hota hai indicator. UN trader ka price ke sath Koi talluk Nahin Hai low price ko Dekhte hi nahin hai. Kyunki aapke Samne Jo chart Hai yah indicator based chart hai. Ismein aapko price Najar Nahin Aaegi. Kyunki vah Jo indicator system ka trader hai uska spry Se Koi Lena Dena Nahin hoga. Price ki apni nature behaviour Se Koi Lena Dena Nahin hoga. Or indicator trader ka price ki movement Se Koi Lena Dena Nahin Hai price ke pattern Se Koi Lena Dena Nahin Hai. candlestick ki formation Se Koi Lena Dena Nahin Hai. Uska jo man focus Hai vah indicator hai. Usko bus indicator dekhne hain aur indicator per trade karni hai. Indicator buy karta hai buy Karega Agar indicator Sell Karta Hai To Sell Karega.




    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	2
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12585181

اب آن لائن

Working...
X