Rectangle Chart Pattern in Forex Market....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle Chart Pattern in Forex Market....
    Assalamu Alaikum dear Forex friends ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge forex trading market Mein achcha kam karte hue market Se achcha profit bhi le rahe honge dear friends Jab Ham forex trading business Mein kam karte Hain To hamen apna Kam acche knowledge experience aur proper planning ke mutabik karna Hota Hai
    isliye aapko is market mein Rules regulation ko follow karke trading Karni chahie agar aap Rules ke against Jaenge to aapko is market mein sirf aur sirf loss Hoga loss se bachne ke liye aapko hard work ki jarurat hoti hai aur iske sath sath acche experience ki bhi jarurat Hoti Hai Jitna Jyada aapke pass experience Hoga aur aap learning ko complete Karenge aapko is market mein itna hi fayda Milega main aaj aapse ek bahut hi important information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Rectangle Chart Pattern Kya Hai.

    Rectangle Chart Pattern:

    Dear frinds rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hai jiski wajha sy price rectangular support or resistance kay darmean aik taraf movement karte hai forex market mein pattern aam tor par majodah trend ke asal direction ke taraf continue rakhnay say pehlay forex market mein trend kay stable ke indication karta hai.

    Click image for larger version

Name:	grade7-bullish-rectangle-before.png
Views:	8
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12585126
    Formation Of Candles:

    Dear friends forex trading market mein upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle is pattern ki pattern kay khatmay ko identify kartay hein or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay ke taraf eshara karte hey forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatama karnay kay ley or analysis karnay kay ley mokhtalef kesam ke tabdeleon say agah kea jata hey jo forex market main is pattern ki wazahat karta hai.

    Bullish And Bearish Rectangle:

    Dear friends forex trading market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein jab price mein support break kar jate hey or breakout kay andar close ho jate hai aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey jes kay tahat price support say break ho or breakout zone kay andar close ho or trader short position mein enter hotay nazar atay hain.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	3
Size:	76.0 کلوبائٹ
ID:	12585125

    Trading Strategy:

    Dear friends forex trading market mein rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hain market Jab range mein move mat kar rahi hoti hai to use time Hamen market Mein yah pattern Najar a Rahi Hote Hain Ham is market mein kisi bhi time pattern Ko Dekhkar trade kar sakte hain Hamen is market Mein ranging market ko trade karne ke liye ek rectangle banaa leni chahie Jiske andar market Agar break out Karti Hai To Ham usmein trade Laga sakte hain aur Is Tarah aap market se achcha profit hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	IFCM_patterns_rectangle_bullish.png
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12585124

اب آن لائن

Working...
X