Fibonacci retracement Indicator ko kaisy use kia jata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci retracement Indicator ko kaisy use kia jata hy
    Introduction to Indicator

    Fibonacci retracement indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market Mein retracement level se related perfect information provide kar raha hota hai dear jab aap Fibonacci retracement indicator ko properly learn karte hain aur iski education ki basis per different fibonacci lines ko draw Karte Hain To yah aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur aap isase apne profit ko maximize karne mein bahut jyada help Hasil kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	6
Size:	35.5 کلوبائٹ
ID:	12585121
    Indicator ki Tafseeli Wazahat

    Fibonacci indicator ek bahut hi hi karaamad indicator hai aur agar aap is ko apni trading mein use karte hain to yeh koi ek accha profit dene mein helpful sabit ho sakta hai is indicator ko hum sport or resistance ke level ko maloom karne ke liye use karte hain aur fibonacci tool ko higher time frame par use kartay hain, usi say achay results miltay hain aur analysis karnay may asani hoti hay Neechay picture may fibonacci tool ka use kia hua hay, jis may red color ki trend line bhi wazeh hay, aur aik indicator fractals bhi use kia hua hay, lakin hamara markaz fibo hi hay aur Is may hum nay bullish trend par fibonacci tool use kia hay, to is k lye hum down point say up point par fibonacci line draw karain gay, yeh jo dotted line hay, is par ap double click kar k bhi modify kar saktay hain


    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	4
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12585122
    Working Principle of Indicator

    Fibonacci lines Hamesha geometric calculation ki basis per draw Karte Hain Jab aap market ki calculation geometric calculation ki basis per kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aap market Mein fibonacci lines draw kar sakte hain Jo aapke liye helpful ho sakti hai aur aap ki trading main aapko bahut jyada profit de sakti hain aur aapke analysis ko perfect kar sakti hain..Bullish trend par fibonacci tool use kea jae to is k lye hum down point say up point par fibonacci line draw karain gay ye jo dotted line hay is par ap double click kar ke bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to hum is ko daily H4 par bhi use kar saktay hain bullish market may sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gy Fibonacci mein 2 cheezain dekhi jati hain aik extension aur dosra retracement oper wali picture may extension hua hay aur market 0% say oper ho gai ha is ka matlb yeh hay k agar hum monthly par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	15
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12585123

اب آن لائن

Working...
X