Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading.aj ki post bht eham hy jis mein mein ap key Sath technical indicators key bary mein bat krun gi. Aur es information sy ap ko feature mein bht help melt gi.
Technical Indicator kia h:
Forex market mein technical indicators forex charts ke aik types Hein Jo keh forex trader ko price ke movement ko behtar Tor par smjhny mein or es par Amal karnay mein madad day Tay Hein technical analysis Kay tools ke aik bare range hote hey Jo keh forex market mein trend ka analysis karnay Kay ley dasteyab hote hey forex market mein price key average fraham karte hey or es Kay otar charhao key pemaish kartay and Hein or bohut kuch Es hesay mein hum RSI Bollinger bands tak dasteyab technical indicators key eksam and ko daryafat krtay Hein .technical signal ko jawab daynay key koshesh kartay Hein. or forex tools ap key trading ka effect zareya hotay Hein.

Type of indicators:
Forex market 4 kesam Kay technical indicators Hein.Trend follow indicator, oscillator, volatility and support and resistance en sab ko function key base par group keya jata hey Jo keh time Kay Sath Sath currency pairs ke average ko zahair karnay say ley kar support and resistance ko wazah tasowor kr saktay Hein[/COLOR]
First is:
Oscillator indicator:
Forex market mein oscillator aek kesam ka technical indicator hota heay. jo keh forex market mein trend ka idea laganay kay leay estemal ho jata hey forex market mein jab prices zyada hon ge to trader forex market mein oscillator zyada tar increase kar jain gay or jab price kam ho jay ge to oscillator bhe nechay challay jain gay jab bhe oscillator intahai level par pohnch jain to yeh time hota hey price ko talash karnay kay ley average ke taraf reversal ho jain gaytb hm forex market mein sirf eik he oscillator over bought ya oversold signal ke traf pohnch jaty hain es ka mtlb yeh nai hota hy k hmain opar ya nechay ke traf sy sell krna chaheay oscillatr eik long period tk intahai level pr reh skty hain es liye trading sy pehly achy point nechan ka wait krna chaheay.jb market achi entry py jay to hmain tb trade lne chaheay .
Second is:
RSI indicator:
Dear Relative strength index ko use krny K liye sb sy zyada helpful indicator hy es K formula ka eik important jazo hota hy 14 period hoty Hain. or average profit or loss K darmiyan equal hota hay. jb RSI 7 0 sy upar hota hay. to overbought hota hay. or jab RSI 30 say nechay hota hey. to over sold hota hay.yeah indicator trading krny k liye bht zyada use kiya jata hay.