Bullish and Bearish Trend main kia faraq hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish and Bearish Trend main kia faraq hy
    Trend kia hota hy

    My dear friend Forex market main trading ky liay different qisam ki situation ko dekha jata hy ,in situation ko trend bola jata hy ,trend Mein market ki situation ko samajhne ke liye Ham market Ko Naam Dete Hain Jin Se Ham market ko samajhne mein aasani se a Apna Kam kar sakte hain Forex Mein market ki situation yah Ham yah kah sakte hain ki market kin moment Mein Hamesha Hoti Hai jinko Ham follow karte hain aur apni trading karte hain market Hamen trend bhi shok Aati Hai Jisko Ham follow karte hain aur apni trading ke liye ye suggestion Lete Hain Ki Hamen kis trend main market karni hai
    trend two types ky hoty hain

    1. Bullish Trend

    2. Bearish Trend

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12585105
    Bullish trend in market

    Forex trading market Mein Jab market bullish trend Mein Hote Hain to market Kar rujhan Upar ki taraf Hota Hai jisse Ham ke dekhte hain ki market mein jo trend hai wo bullish hai just Mein Ham Agar trading Karen aur Apna order set Karen To Ham buy ka order set kar sakte hain.Forex trading may hamesha market Kay trends ko follow karna chahiye.aur jab market ki movement bohaut tezi say opoer ki tarf ko jati hay aur musalsal oper hi rehti hay tou iss situations ko bullish trend kaha jata hay iss may traders ko chahiye kay wo iss movement ka fayda uthatay hoey buying ki trade laga day iss say unko trading may profit hasal hoga aur analaysis kartay hoye bullish trend Kay mutabiq trading karni chahiye Kyu Kay kabhi kabhar thori der Kay liye market may bullish trend hota hay.
    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12585106
    Bearish trend in Market

    Dear jab market Mein prices bahut jyada low-level per hoti hai usko Ham bearish trend Kahate Hain is situation mein Main prices isliye bahut jyada low-level per hoti hain Kyunki market Mein buyer's bilkul Nahin Hote Jiski vajah se market Mein prices bottom level par hoti hai.safar karti hai is ko Down trend kahten hai is trend mai market main chooti bari deviations ati rehti hai lekin market apna downward trend tab tak barkarar rakhti hai jab tak koi strong bullish wave market k trend ko tabdeel na kar de is trend main ham bearish order laga kar profit hasil kar sakte hai lekin asal profit long term trading par hi milta short term trading main ham long trend ka andaza nahi laga sakte hai

اب آن لائن

Working...
X