Frying Pan Candlestick Pattern ki forex market main Ahmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Frying Pan Candlestick Pattern ki forex market main Ahmiyat
    Frying Pan Candlestick Pattern ka Introduction

    fry pan bottom pattern bhi candle stick pattern ka aik part hai jo log candle stick pattern par kaam ker chuky hain un ko fry pan bottom pattern par kaam kerny ka bhi tajarba ho ga is pattern se trade kerny se hamen bohat benefit hasil hota hai aur baki candle sticks ki tarhan ye bhi market mein aik acha signal provide kerta hai is pattern se hamen aik acha profit hasil ho sakta hai .Frying Pan Candlestick pattern downtrend sa start hota ha aur us k baad sideways ho jata ha, jo market ki ghair mustehkam condition ko show karta ha us k bad trend ki direction ma reversal show hota ha aur ye aik uptrend ma change ho jata ha, ye aik bht km nazar anay wala pattern ha jis ma sideways trend k baad aur uptrend start honay sa pehlay Gap-up ki surat hoti ha, jis sa hmain trend k further reversal ki confirmation milti ha, ye dumpling top pattern k opposite hota ha, ye long term trading k liay aik acha pattern ha, traders ko different oppertunities available hoti hain, wo is ma kisi b waqt entry kar sajtay hain


    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	14
Size:	26.9 کلوبائٹ
ID:	12585012
    Frying Pan Candlestick Pattern ki Explaination

    Fry Pan pattern ke bare me uper thread me acha bataya gaya hai achi information di gai hai agr hum market ko watch kar rahe hai or hume koi is shape me chart pattern nazar ata hai tu hum us per trade laga sakte hai or acha profit book kar sakte hai hume traing karne se pahle knowledge zaror hasil kar lena chahiye.Yah Ek bahut hi Achcha pata nahin hai Kyunki yah Jab sideway Ki Tarah Se move karta hai aur dobara Trend ki taraf move karna Shuru kar deta hai to use market Gap up start ho jata hai jis ki help se Ham market Mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se understand kar sakte hain aur unke according hi market Mein Apni trade ko acchi Tarah Se successful bana sakte hain aur apne trade Se Achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain isliye Hamen market ki movement per acchi Tarah Se focus karna chahie


    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	2
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12585013
    Frying Pan Pattern ki identification

    Fry Pan bottom pattern ki importance is vajah se kafi jyada Hoti hai kyunki jab bhi market gap ke sath open hoti hai aur Market mein shutterent aur power hoti hai aur Market ek acchi bullish candle banati hai to tab hamen bahut acchi confirmation mil jaati hai ki market mein is waqt acchi khabar hai aur Market acche tarike se movement karne wali hai aisi market ham kafi achcha fayda utha sakte hain aur Market mein hamen kafi acchi trade mil sakti hai isliye is patron ko jarur analyse karna chahie aur isase fayda uthane ki koshish Karni chahie..


    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	20
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12585014

اب آن لائن

Working...
X