Use of Stop Loss , Trialing Stop Loss and Take Profit in Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of Stop Loss , Trialing Stop Loss and Take Profit in Trading.
    Jaisa ki ham sab jante hain kay forex trading aik bahut hi risky trading hai aur ek bhi agar aap ghalat trade open kar dainn to us se kafi nuksan ka samna karna pad sakta hai aur trader ka account bhi wash ho sakta hai to us se bachne ke liye trader ko tamam tarah ke trading rules aur principal per amal karna hota hai ta kay trading ko profitable banaya ja sake aur un men se basic principal stop loss aur trailing stop loss ka istemal karna hai aur aap trading take profit ko bhi adjust kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (46).png
Views:	2
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12584989

    What is Stop Loss.

    Trading without stop loss bahut hi risky sabit ho sakti hai aur isase trade Agar aapki prediction ke against Ho Jaaye to bahut hi nuksan ka Samna bhi karna pad sakta hai isliye trading per stop loss ko lajmi implement karna chahie aur abhi staff nurse hota kya hai Iske Upar Thodi Si discussion Karte hain aur friends ye aik esa order hai jab ham ise use karte hai to jese hi market hamre against jati hai our hamare selected point par jati hai ye order hit karta hai our order close kar deta hai is trha ham kam se kam loss k sat market se out ho jatye hai our bad main recover kar lete hain.

    Click image for larger version

Name:	images (47).png
Views:	2
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12584990

    Trailing Stop Loss.

    Training stop loss Ek bahut hi useful stop loss hai aur trader ki favor Mein hota hai friends trailing stop ko bhi kuch pips kay sath lagaya jata hay jis main hota yeh hay k jab ham ko profit honay lagta hay to ham apni trade ko lamba karna chahtay hain to jis taran profit oper chaltay jata hay to sath sath ham trailing stop ko bhi up kartay jayin gay aor es taran aik point pay hamara risk kam ho
    Jay ga aor ham easily lamba profit earn kar sakain gay.

    Click image for larger version

Name:	images (46).png
Views:	2
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12584989

    Take Profit.

    Friends Agar baat ki Jaaye take profit ki to take profit bahut hi beneficial type off stop loss Kyunki ismein Hasil Shradha munafa ke account mein shift ho jata hai aur aapki trade auto per close ho jaati hai lakin is ko kuch is tarha say bhi explain Kia ja sakta hea Take profit main trader pehlay say hi apnay profit ko fix kar laita hay jis main hota yeh hay k hamari trade kay mutabiq prize up ho rahi ho toha hamara balance increase honay lag jata hay aor ham ko profit honay lag jata hay to jaisay hi price profit ky set kiay howay point tak jati hay to take profit hit ho jata hay aor trade automatically close ho jati hay aor hamara profit safe ho jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (48).jpeg
Views:	1
Size:	29.7 کلوبائٹ
ID:	12584992

اب آن لائن

Working...
X