Rickshaw man Candlestick Pattern
Rickshaw man candle aek single day doji candle hay jis mein prices day key start mein pehly aek side par harkate karne key bad apna trend change karke 2osrye semat par herkat karna start karte hein But din key end par yeah prices aek point par band ho jati hai Price chart par buyers kahridar or sellers market maiin same quat mein hoty hein Jis see prices aek timeframe key durn top or bottom jane ka baad vapis apne start vali halat par a jati hay Yeah aek baghair real body yah choti real body vali candle hoti hay jo k trend according apni hodohal ko change karti hay Yeah candle prices k opr ya nechy per mazbot trend reversal ka sabab bnti hay Aur hm es ko asani sy study kr skty hainrickshaw man candle prices key uper or nechy dono mein ban sakti hay . Sideways markets mein yeah candle aek neutral candle hoti hay. Ju key prices key zada tar mojoda trend mein continuation ka bais banti hay. Price chart per hoti hay Briefly discussion kya gia hay. Basically Rickshaw man candle chart pattern per aksar market main candle real body aek kali line c nazar ati hay jis ka top aur bottom aek long shadow hota hay Yeah candle bagger real body ki hoti hay
![Click image for larger version
Name: images (6).png
Views: 3
Size: 3.0 کلوبائٹ
ID: 12584814](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12584814&d=1672844318)
RickShaw Man Candlesticks Pattren ki Wazahat
Rickshaw man candle doji candle family se taluq rakhne wali candle hai, jiss ko aam tawar par "Long-legged" candle bhi kaha jatta hai. Rickshaw man candle prices ka ka matlobba timeframes main open aur close aik hi hotta hai, ya bulkul close hotta hai, lekin candle k upper aur lower side par long shadow ya wick hotti hai. Ye candle wese to dekhne main mukamal tawar par aik neutral candle hai, q k cansle k upper aur lower side dono taraf shadow ya wick ki lambaye same hotti hai. Jis se candle zahir hotta hai, k muntakhib karrda timeframe k dawraan candle par bullish aur bearish pressure barrabar tha.
![Click image for larger version
Name: images (5).png
Views: 13
Size: 13.2 کلوبائٹ
ID: 12584815](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12584815&d=1654749666)
Rickshaw man Candlestick Pattern ki formation
Rickshaw aik qisam ki lambi lambi doji candle stuck hai jahan jisam candle ka wast mein ya bahut qareeb paya jata haiRickshaw man candles prices mein zyada tar daikhty hain, kun k yeh eik neutral candle hoti hy. Yeh candle eik he time main market main buyers or sellers ke equal power ko show krti hy, jo prices ko eik position pr pai jati hy. Candle ke formation kuch es trah sey hoti hy.Rickshaw man candle aik single candle hoti hyrikshawman aadmi ki taraf se ishara kardah harkiyaat market mein ghair faisla kin honay ki tajweez karti hain, taham yeh taajiron ke taawun Yafta sayaq o Sabaq ko ishara bhaij sakti hai. kuch sooraton mein, patteren kaafi miqdaar mein istehkaam ki numaindagi kar sakta hai, jo pichlle rujhanaat ke tasalsul ka mahswara day sakta hai. mutabadil sooraton mein, patteren aik pur-umeed run up ke sab se oopar ghair faisla kin honay ki nishandahi kar sakta ha