Trading main aksar aisa hota hai kay kisi bhi economical issue ki wajah se dollar ki kimat mein kami wakya ho jaati hai aur trading market mein kafi nuksan ho jata hai aur dollar index dafi down ho jata hai aur martingal trading strategy Is tarah ki training hoti hai kay is mein nuksan ke baad dollar ki trading value badhati jaati hai means to say kay is trading strategy main dollar ki keemat ya value musalsal badhti rehti hea lakin kuch traders yea bhi samjhty hean kay Martingle trading Strategy martingle strategy ka istemal bhi gambling me hota hai, jis me hum bagher kisi analysis k bas financial market me kaam karte hen aur small profits laity huye apny loss ko minimum karta jata hay aur is tarah jaisy jaisy ye profit laita hay isko more analysis ki zaroorat parti hay ta keh iska next order har surat profitable ho.
![Click image for larger version
Name: images (18).jpeg
Views: 3
Size: 23.2 کلوبائٹ
ID: 12584568](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12584568&d=1666717716)
Martingle trading Strategy,Exponential.
Martingal trading strategy mere khyal mein Itni acchi trading strategy nahin hai kyun kay is mein chhote level ke trader involve nahin ho sakte kyn kay martingale strategy main jab trader ko loss hota hai to apne loss ko recover karne ke liye trader apni trading Ka lot size double ke daita hai jis se agr market trader k favour mein chali jaaye Tu trader Ka loss recover ho jata hai lakin agr market opposite side par move kar jaey Tu trader ko double nuqsan bhi ho jata hai is trading Strategy kay mutabik agr trader ko trade main loss ho to woh apni agli trade ko double kar daina chaiay ye investing k liay aik risky method consider kia jata ha q is ma already loss honay k baad dobara trading margin ko increase karna aik bht bara risk hota hai aur agr market hmari trade kay inverse chali jay to hmain big loss ho jata haI.
![Click image for larger version
Name: images (19).png
Views: 3
Size: 11.0 کلوبائٹ
ID: 12584569](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12584569&d=1650192632)
[U]Advantage of Martingle Trading Strategy.[/U]
Martingle trading Strategy trader kay liye bahot useful bhi sabit ho sakti hea kyn kay is main traders ki jab aik trade loss main hoti hay to us ki yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tariqy say recover kary na keh aggressive approach say aur is tarha say trader maximum anaysis karty huye apny new trading orders place and manage karta hai.Friends aap koi bhi trading strategy choose Karen lekin usmein Agar trend analysis nahin Karte aur market ki taaja tarin khabron se wakif nahin rahte to aap ko trading mein loss ho sakta hai.