Trading on Pullback And Breakout......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading on Pullback And Breakout......
    Assalamu Alaikum dear forex members umaid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business Mein acchi working quality ke sath market Se achcha profit bhi le rahe honge kyunki Jab aap aur extra din Business mein kam karte Hain To aapki working quality aapka bahut jyada kam per asar andaaz Hoti Hai kyunki agar aap achcha kam karte hain to aapko Uske advantages bhi acche available hote hain lekin agar aap kam acchi quality ka Nahin karte to aapko achcha profit bhi hasil Nahin ho sakta isiliye hamesha achcha knowledge aur experience hasil karne wala trader hi is business Mein successful Hota Hai.


    Pullback Trading:

    Dear Forex member Forex trading market mein trend ky motabik market main opportunity Paida Karne ka ek best Tarika Hai yah Tarika aapko price ke trend Ki Nishandahi karne Unki khubiyon ke analysis karne aur uske mutabik trading plot karne ki ijaajat deta hai trading Bahut Si market Ke Liye maujud Hai Jaise ke stock job for trading aur isko new ya expert donon Tarah traders use kar sakte hain Ek best technique Jab trading ke Trends mein pullback hota hai to use time market Mein inter hona hai Kyunki price Apne Asal trend ki taraf Wapas Chali Jaati Hai To Ham Ek Aur Maqbool technique break out ke bad market Mein inter hone Ka Tarika hai jo Pul back ki nisbat Jyada fayda manth sabit ho sakti hai.

    Trading on Breakout :

    Dear Forex member Forex trading market mein break out per trading se pahle market Mein trend ko identify karna bahut jyada Jaruri hota hai market ke Trends ko identify ke liye different method use Kiye Ja sakte hain jinmen se Bahut Si technics different hai lekin kamyabi ke liye Unka Hona Jaruri nahin hai friend ki nishandehi karne ka Aasan tarika mein se ek yah Tarika karna hai ki Aaya price Ek Khas period ka ek dauran iski average Se Jyada Hai Ya kam yah Tarika Akele future price ki movement ki simit ka andaza Lagane Mein help Karega

    Click image for larger version

Name:	f673bc3b2cba212eeffdd680886f5010.png
Views:	1
Size:	80.1 کلوبائٹ
ID:	12584536

    Entery on Pullback:

    Dear Forex member Forex trading market mein Jab Bhi Ek bullish trend ke dauran price din ke lowest area Mein a Jaaye ya Ek bearish ke dauran din ke highest position per Chali Jaati Hai to use time price ka yah reaction Ek pullback kahlata Hai pullback use time Hota Hai Jab maujuda Trend ke dauran price RJ Taur per aap use Himmat Mein ghoom Jaati Hai yah teen ya Chahe mahinon ke dauran banne wale trend ho sakte hain Pul back pichhali Low Ya high se ab ya down Hoga ko Maloom karne ke liye ek aur Harley time frame ki selection Karen jismein Dekhen ki price Apne maujuda Trend ke dauran kya reaction deti hai agar Ek price for Hourly time frame Mein kam back karti hai to use time yah Ek Pul back hoga jo Apne Sab Ka trend ko hi follow karna start Karega Nahin to price ka trend reversal bhi ho sakta hai. aur agar aap friend change hone ke bad market Mein entry lete hain to aapko loss ka samna karna pad sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (1).jpg
Views:	15
Size:	65.8 کلوبائٹ
ID:	12584535

    Entery on Breakout:

    Dear Forex member Forex trading market mein Breakout technique mostly stock or commodity trading Mein use hoti hai aur yah bahut profit bakhsh sabit ho sakti hai lekin forex market Mein Unka use kam hi hota hai mostly is market ke liye ek best intekhab Hai Khas Taur per price ki movement Ke Piche psychology tarikhon ki vajah Se Ta Hum full back ke sath Ek Kami Pai Jaati Hai false start with Shah ka naam se bhi Jana Jata Hai yah UN sab se big problem Mein Se Ek Hain Jo traders ko trading ke dauran pesh Aate Hain yah use time Hota Hai Jab aapki technic trading signal send Karti Hai Jiske bad sirf ek reversal Jana padta hai Jiski vajah se aapki position stop loss ki vajah se stop ki Jaati Hai break out technics mahfuj filters ke use se problem se Bach sakti hai jisse aap trend Mein inter hone ke liye behtarin position ki identification kar sakte hain break out Hamesha Ek trend ki simit ko vajra karta hai jo price chart per up and down donon simto mein ho sakta hai break out ki madad long term ki trading ki Ja sakti hai jisse profit Bhi Jyada Milta Hai break out ke liye Hamesha long time frames ka intekhab jaruri hai jo kamj kam for Harley price chart Ka Hona chahie Jis per market Mein entry ki Ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault (2).jpg
Views:	1
Size:	119.7 کلوبائٹ
ID:	12584534

اب آن لائن

Working...
X