Head fake trade aik aisi situation ko kaha jata hay jis main market aik side par move karti hay laikin phir reverse ho kay opposite side par apni movement ko start kar daiti hay, jab pairs ki prices aik particular direction main moment show kar kay us kay totaly opposite moment start kar daitay hain, head fake trades ziada tar key breakout points par hoti hay jaisay major support aur resistance level, in moments say traders ko us waqt ziada loss ka samna karna parta hay jab major trend kay start honay say pehlay yeh opposite direction main move kar jatay hain,
Occurence of Head Fake situation:
Head fake trade ka name aisi techniques say nikla hay jis ko basket ball player use karty hain, is technique main player aik direction main run kar raha hota hay laikin kuch dair baad woh opposite move karna start kar daita hay, Forex main aisi condition is time par occur hoti hay jab market fall kar rahi hoti hay aur trader is main sell ki trade ko open karnay ki koshish kartay hain, phr market opposite side par move karna start kar daiti hay aur yeh rise karna start kar daiti hay, same situation is time par create hoti hay jab market upside par move kar rahi hoti hay aur kuch dair baad yeh fall back karti hay to trader yeh consider kartay hain kay market nay apna trend change kar lia hay phir yeh short main move karnay ki bajay phir say long main move karna start ho jati hay,
Breakouts in Head fake conditions:
Head fake situation main price jab resistance ko hit karti hai to yahan par halt ya pause ho jati hay aur yeh level price ko mazeed up janay say rokta hay, is situation main seller increase ho jatay hain aur market ki supply main izafa daikhnay ko milti hay, initial breakout kay baad small pull backs zahir hoti hain lihaza jab prices original break out level say retrace hoti hain to traders ko is baat ki janch karni hoti hay kay kia ye head fake ki beginning ha, ya false breakout hay ya phir temporary breakout jis kay baad market breakout ki direction main continue moment start karti hay, lihaza traders ko confirmation kay baad market main entry karni chaiay, is pattern main market ki price pehlay reverse hoti hay aur phir apni previous wali direction ko follow karna start kar daiti hay to is kay reverse honay par trader ko reverse ki trade ko open ni karna chaiay balkay market kay original trend ki side par trade ko open karna chaiay, aisa karnay say woh profit hasil kar sakain gay laikin is pattern par trade tab hi start karni chaiay jab market apni direction ko dobara confirm karay,