Assalam o Alikum Dears Forex Members Umeed hai ap sab loog khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni training life ko Dosto Forex trading market mein different type ke analysis kiye jaate Hain Jab aap Forex trading market mein apni joining karte hain to ismein aapko fundamental analysis technical analysis aur sentimental analysis ko mukmmal karna hota hai jo members fundamental analysis technical analysis or sentimental analysis ko complete karke Forex trading market mein apni joining karte Hain to aise members ko bahut jyada profit mil sakta hai aur vah Forex trading market mein apne nuksan ko minimise kar sakte hain isliye aapko market mein entry hasil karne se pahle different analysis ko mukmmal karna hota hai aaj main aapse fundamental analysis ki importance aur iski briefly discussion karne ja raha hun.
Fundamental Analysis in Forex Market
Forex trading market mein Jab aap analysis complete kar rahe hote hain aur aise analysis jinki base news hoti hai to ismein aapko fundamental analysis kaha jata hai Forex trading market mein Jab different news ke aane ki wajah se market ki movement hoti hai to aisi condition mein aapko fundamental analysis ki jarurat hoti hai. Fundamental analysis ki base per trading karne ko aap news based trading bhi kahate Hain kyunki Jab market mein news implement hoti hai to unki vajah se market volatility maximize Ho jaati hai.
News Based Trading
Fundamental analysis ko Jab aap completely study karte hain to ismein aapko iski multiple reasons available ho rahi hoti hai all over the world different important commodities ki supply and demand chain mein Jab Kisi major reason ki vajah se aapko Koi data milta hai to uski vajah se iski supply and demand chain totally disturb hoti hai jiski vajah se market mein multiple commodities ki price suddenly reduce ya increase hone ke chances hote hain isliye aapko different reasons ko find out karna hota hai.
Categories
Jab fundamental analysis ki complete study karte Hain to aap isko different parts mein categorise kar sakte hain kyunki kuchh news aisi hoti hai jinki vajah se market volatility bahut jyada hoti hai aur kuchh news aisi hoti hai jinki wajah se market volatility as compared to high volume news unse kam hoti hai aur kuchh aisi news hoti hai jinko aap market mein zero volatility ke sath observe karte Hain.
High Impacts News
Forex trading market mein Jab news data release hota hai to ismein sometime aapko bahut jyada impact dekhne ko milta hai aur Market volatility maximum Ho jaati hai aisi condition mein market mein prices bahut jyada jaldi reduce ya increase kar rahi hoti hain aur ismein aapko bahut jyada nuksan aur profit ho raha hota hai aisi situation mein market mein high volume data release Kiya jata hai jismein aapko pk ful rahana hota hai aisi news mein aapko non form per roll aur FOMC jaisi news available hoti hai.
Medium Impacts News
Forex trading market mein kuchh aisi news bhi hoti hai jinka market mein bahut jyada voltality ki reason ka sabab nahin Ban sakta lekin usmein bhi market volatility as compared to normal volatility jyada hoti hai aisi news bhi aapke liye profitable ho sakti hain aur aap minimum time mein reasonable profit hasil kar sakte hain.
Fundamental Analysis se trading
Market mein fundamental analysis ki base per trading kar rahe hain to aisi condition mein aapko bahut jyada careful rahana hota hai kyunki Jab aap market mein fundamental analysis ki base per trade karte hain to ismein aapko hamesha maximum advantages available ho sakte hain aur ismein aapko hamesha be careful hokar apni trading activities ko complete karna hota hai aur ismein aapko carefully trading activities ko complete karte hue apne account ko properly maintain karna hota hai.

✓✓✓Dosto Fundamental Analysis k bary mai jo kuch janty hn es Thread mai reply karyn Taak sb friends ko sahi guide ho✓✓✓... THANKS...