Dear friends, forex trading main trader boht sari strategies ko use kartay hain jo profitable trading ka sabab bhi banti hain laikin yeh strategies trader apnay experience aur capital ki base par use kartay hain, Naked trading main market ki current situation ko daikh kar trade ki jati hay, is trading main kisi indicator aur pattern ki help nhi li jati, Trader isko price action strategy bhi kehtay hain,
Explanation of Naked Trading:
Naked trading market ki current price par base karti hay aur is main past ya future ki situation ko nazar andaz kar dia jata hay, naked trading main hum indicators ki help nhi laitay balkay sirf price action kay mutabik trade kartay hain, is main sirf candlesticks aur charts ki madad say trade ki jati hay, Naked trading main trader kay liay profit hasil karna boht mushkil ho jata hay, woh trader kamiab hota hay jo trade kay liay market charts ko read karta hay, Charts ko read kiay bina trade ko open karna boht mushkil ho jata hay, naked trading karnay say pehlay hamain candlesticks aur charts pattern ki complete information honi zaruri hay, agr hum in ko thek tarah nhi samajh sakain gay to hamain trade main problems face karnay par saktay hain, trader ko is main loss kay chances bhi ziada hotay hain lihaza trader kisi ko bhi naked trading recommend nhi kartay, trader ko un trades main hi kamiabi hoti hai jin ko woh analysis kay zariay open karta hay, trade open karnay kay liay trader ko na sirf technical analysis ko use karna chaiay balkay is kay sath sath fundamental or sentimental analysis par bhi focus karna chaiay, aisay trader in analysis ko consider ni karta woh acha profit hasil nhi kar saktay
Usefulness if Naked trading strategy:
Naked trading main market kay trends ya moment ko samajhna zaruri hota hay jin ko hum sirf different patterns ya candlesticks say samajh patay hain, aik acha naked trader hamesha market kay trend ko follow karta hay aur us kay against trade nhi karta, traders ko yeh baat mind main rakhni chaiay kay market aik cycle main move karti hay aur current situation main is ko yeh position ha, naked trading kay liay traders ko market ki current situations say aware rehna chaiay, Naked trading main price action say hum market ki moments ko ziada clearly observe kar saktay hain aur iski moments ki direction ka andaza laga saktay hain, is trading strategy ko technical anaylisis ki base par apply kartay hain jis ma sirf woh hi factors consider kiay jatay hain jo zahiri hon, naked trading say murad ye hi hay kay indicators ko ignore kar kay current situation kay mutabik chalna aur apni trade ko easy banana,