Forex main Commodity channel index bhi dusray indicators ki tarha auk boht useful aur best indicator hota hay, agar ham iska proper knowledge rakhtay hain to ham is indicator say market main trade open karnay kay liay achi indication hasil kar laitay hain jis say ham market main sell ya buy ki trade main enter ho saktay hain agar ham same indicator ko use kar kay trade karna chahtay hain to yeh indicator bhi other indicators ki tarha moving average based hota hay, kiun kay market main current position aur moving average kay combination say market main trade open karnay kay liay indication hasil kartay hain aur usi per trade open kar laitay hain,
Guidelines of using Commodity Channel Index (CCI) indicator:
CCI aik boht dependable indicator hay, jis ko hum mukhtalif functions kay liay use kartay hain, yeh market main new trends ko identify karnay kay liay ya extreme conditions say warn karta hay, isko hum indices aur ETFs wagera kay liay successfully use kartay hain, normaly CCI current prices ko aik average main certain price level par measure karta hay, jab prices apni average say barh jati hain to CCI bhi nisbatan ziada ho jata hay aur jab average prices kam ho jati hain to CCI bhi low ho jata hay, is tarah CCI over bought ya over sell ko identify karnay kay liay use hota hay,
Calculation process of CCI Indicator:
Commodity Channel Index simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay kay liay bhi use hota hay, jab CCI negative ya zero ki taraf say 100 ki taraf jata hay to yeh is baat ki indication hoti hay kay price uptrend main janay wali hay, is tarah ki situation main traders ko prices main pullback ka pata chalta hay aur CCI main buying ka signal mil jata hay, isi tarah downtrend kay liay jab CCI 100 say zero ki taraf ata hay is say prices kam honay ki indication milti hay, yeh indicator overbought ya oversold ki talash main traders kay liay help provide karta ha, is kay zariay bullish aur bearish divergence ko detect karnay kay liay bhi prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta hay,
Trade techniques used in commodity channel index:
Normaly moving averages par trade kartay huay bhi hamain CCI indicator ko sath combine kar kay use karnay say market main trade open karnay kay liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kartay hain to hamain itni achi indication nahi milti ya to hamain market ki current movement kay mutabik same CCI indicator main moving average kay mutabik sell aur buy ki indication hasil kar kay trade open karna hoti hay ya phir ham other indicators jo moving average based hotay hain un kay sath mila kar use karnay say hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open kar laitay hain jis say hamari trade main profit hasil honay kay chances increase ho jatay hain lihaza hamain pehlay yeh pata hona chaiay kay CCI indicator ko read kis tarha karna hai aur best trading kay liay indication kis tarha hasil karnay hay kay ham is per trade open karain aur successful trade ho sakay