Dear friends, forex trading main trades open karnay kay liay trader kafi sari strategies ko use kartay hain, is main jin traders kay pass acha experience hota hay utna hi wo achi strategies ko formulate kar sakta hain aur jo trader kisi experience kay baghair trade kartay hain woh kabi achi strategies ko use nhi kar patay kiun kay un kay pass acha knowledge hi nhi hota, strategies ko use karnay kay indicators aur forex tools kay baray main learning honi chaiay, aisay hi indicators main say aik Simple Moving Average (SMA) bhi hota hay, jis ki further details yeh hain,
Functions of Simple Moving Average indicator:
Simple Moving Average aik technical indicator hay jo hamain specific time period main kisi pair ki average price kay baray main indications daitay hain, is ko hum moving average is liay kehtay hain kiun kay yeh chart par plott hota hay jis main hr bar aik line create ho rahi hoti hay jo chart kay along move karti ha aur hamain average price changes ki information daiti hay, SMA main periods jitnay long hon gay utnay hi achay results milain gay, SMA trends ki direction ko identify karnay kay liay use hotay hain, agr SMA up move kar raha ho ga to trend bhi upward ho ga aur agr yeh down move kar rahay hon gay to trend bhi downward ho ga, long terms trend ko janchnay kay liay hum 200 periods walay SMA ko use kartay hain, medium trend kay liay hum 50 periods wala aur short periods kay liay hum 5, 10 ya 20 periods wala SMA use kartay hain,
Working of simple moving average:
jab prices SMA kay above cross karti hain to is say yeh information milti hay kay prices upward move kar rahi hain aur moving average kay rate say fast move kar rahi hain jisay hum bullish consider karain gay, isi tarah jab prices SMA kay below ko cross karti hain to yeh prices ko downward trending ka signal ho ga, jis main prices moving average kay rate say fast fall kar rahi jon gi jin ko hum bearish consider karain gay, SMA calculate karnay k liay hamain specified period ki values ka simply average ya mean laina hota hay, isi tarah jab market ki current position SMA ki value say barh jay to iska matlab hota hay market up trend main hay aur is time par trader ko buy ki trade open karni chaiay,
Trade indications given by Simple Moving Average:
Simple moving average indicator traders ko different candlestick ki average basis per indication forward kar raha hota hay jo traders apni trade kay decision making kay liay use kartay hain, Simple moving average indicator main 20 last candlestick ki moving average 50 last candlestick ki moving average ki basis per cross over bana rahi hoti hain jiski basis per market main entry laitay hain aur apni trading ko profitable banatay hain, jab is indicator ko properly learn kar kay apni trading par apply kartay hain to apko boht achay advantages mil saktay hain is liay is indicator ko use karnay aur properly learn karna kafi useful sabit ho sakta hay,