Information about structure and logic behind appearence of "Spinning top candlestick"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about structure and logic behind appearence of "Spinning top candlestick"
    Dear friends, Spinning top candlestick pattern market main future moments kay liay uncertainity ya indecision ko indicate karti hay, iski small body hoti hay aur almost aik jaisi long wick jo real body ki dono sides par hoti hay, yeh bearish aur bullish dono hoti hain, yeh candle stick uptrend, downtrend ya consolidation main mumkina reversal ko show karti hay,

    Structure and logic behind spinning top candlestick pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230121_1502_30_2610.jpg
Views:	1
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12584130

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230121_1502_30_4811.jpg
Views:	1
Size:	17.0 کلوبائٹ
ID:	12584131

    spinning top candles ka structure aur logic doji candle kay same hi hota hay, price moments main yeh candle buyers aur sellers ki indications ko show karti hay jis kay result main is kay open aur close price levels same hotay hain, trading strategy main spinning top candle ko shamil karnay ka faida yee bhi hota hay kay minimum waqt ki investment say iski indications karna asan hota hay, is pattern main buyers aur sellers dono upper hold nhi rakh saktay, long price advance ya decline k baad spinning top potential price reversal ka signal daiti ha, jab spinning top candle uptrend kay top par banti hay to yeh is cheez ka signal jota hay kay bulls control loose kar rahay hain aur trend down honay wala ha, isi tarah jab yeh down trend k bottom main banti hay to yeh uptrend ka signal hota ha, laikin trend ki confirmation hamain spinning top say next wali candle s ahi hasil hoti hay,

    Spinning top in up and downtrend:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230121_1502_30_5912.jpg
Views:	1
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12584132

    Spinning top basically two types ki ho sakti hain, jis mein bullish spinning top bhi ho sakti hain aur bearish spinning stop bhi ho sakta hay, kiun kay jab market main strong downtrend hota hay aur Market main aik candle aisi banati hai jis ko aap ko pata chal jata hai ki market kab reversal change hone wala hai spinning top candlestick Hoti Hai Iski body boht hi choti hoti hay aur iska Shadow ziada hota hay aur Shadow dono taraf Hota hay, Jab forex market main strong downtrend hota hai aur market bearish trend main movement kar rahi hoti hai aur market main aik aisi Candle support per ban Jati hay, jiski Shadow dono taraf hota hai aur body uski boht choti Hoti Hai Isko ham market main spinning top ka naam Dete Hain Iskay baad market nahi hua hota hota hain, yeh pattern us surat main banta hay jab buyer aur sell kay dermiaan indecisive situation hi, Ye candlestick forex trend kay possible change honay ko show karti hay,


    Spinning top pattern at support and resistance level:.

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20230121_1502_30_6913.jpg
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12584133

    Spinning top common candlestick pattern ha jis ka matlab yeh hay kay yeh technical anaylisis ki dusri forms kay sath mil kar acha kam karti hain, traders spinning top kay related trade say pehlay MACD aur RSI jaisay technical indicators ko reversal signs kay liay use kartay hain, yeh candlestick market ki support aur resistance kay baray main bhi information daiti hay, lihaza agr yeh market kay uptrend main agr bullish spinning top candlestick support level par show ho to ham is point kay zariay entry point hasil kar saktay hain is surat main stop loss ham support level kay below yeh place kar saktay hain kay market agr support ko break kar jay to ham maximum loss say bach jaen agr bearish spinning top wali candlestick resistance level par show ho jay to ham is ko exit point ka tor par use kar saktay hain,

اب آن لائن

Working...
X