Price action trading strategy
Dear friends ye aik boht powerful signals deny wali strategy ho sakti hay agar ham achi terha is pay kaam kren hamen market kay strong trend tak wait karna ho ga or us key baad price action trading strategy ki calculation say market ko analysis kar key trades open karny ki koshish karni ho gi.
Placement of Trades ;-
Buy or sell orders traders ko price action strategy key breakout point par hi place karny chaiye, agar hamm aisi strategy key sath trades place karen gey to market ki breakout movement assani say hamary take profit targets ko hit kar sakty hey.
Technical Analysis with Price Action
Price action trading strategy useful honay kay sath technical strategy hay jis ko learn karna bahot zarori hay, price action breakout positions ko samjny key liye hamy pehly price action trading strategy ko samjna ho ga is se hamy breakout hony ka andaza ho sakta hay.
Jab tak ham candle sticks chart ko learn nahi karen gey hamm price action strategy ka bhi knowledge nahi ho saky ga, price action strategy key liye hamy chart me support and resistance levels ko be mind main rakhna ho ga
is se market main hamy price action strategy se kafi help mil sakti hay.
Helpful Stretegy ;-
Jab market retest par aati hai us time trade lagani hai kyun k aap ko pata hai k market main jab bhi koi resistance ya support break hoti hai to us k baad market us ko retest karti hai us main yeh hai keh humry pass tab moka hota hai hum us par trade laga sakty hain or is mai sab se achi baat yeh hai k market jab bhi ye pattern banati hai to us mai stop loss thora sa hota hai magar is mai take profit bahot zayda hota hai jaisy ap ne picture mai dekha hai keh market support say neechy aai hai or jab oper gai hai to kafi zayda oper gai hai.
Difference between Price action and VSA
Price action or VSA (Volume Spread Analysis) mein yeh farq hay kay price action set of techniques hay or jab kay VSA aik alag technique hay. Price action main kisi bhi currency ya commodity ki technical analysis say price predict ki jati hay. Price action main different charts ko parha or samjha jata hay or un main mukhtalif tools aur indicators like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger bands use kiye jatay hain.