Hook chart pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hook chart pattern
    INITIAL CONCEPTS OF HOOK CHART PATTERN.

    Dear friends Forex trading main Hook chart pattern hamein short term ya long term trade ka signal provide kerta ha. Hook chart pattern two candles per mabni hota ha. Jis man first candle already continue market trend k main long body ka banna zarori hai. Aur iska bad second candle ka first candle k real body k ander he banna bhot zarori ha. 2nd candle hamen market k bary man signal deta ha k already chalta howa market trend man buyer/seller na entry li hai, lakin confrimation k liye hamen third candle ka first candle k high ko break ker closing dena zarori hota ha, aur trader ko fourth candle ager third sy breakout dia ha to open kerni chaheye.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12582296
    IMPORTANCE AND WORKING OF HOOK CHART PATTERN.

    Friends Hook chart pattern main members ko trading mein help dete hain aur aise members jin ko patterns ke bare mein koi bhi information nahin hoti is reason se in pattern se help nahin lete hain aur apni trading main bhi ine ka use nahin kar sakte hain. members ko har tarah ka experience hona chahieye voh trading mein kisi bhi member ko experience ki vajah se help mil rahi hoti hai work experience ki vajah se hi members ko acchi aur positive earning a rahi hoti hai. yah ek achcha pattern hai agar isko acchi tarah se analyse kar liya jaaye to members ko zyada benefits mil jaenge yah sab members per depend karta hai ki vah kis tarah se apni trading per focus kar rahe hain aur kis tarah se market ko analyse kar rahe hain market ko analyse kar lena itna aasan nahin hai iske liye members ko maximum studyt karna hoti hai yah patron istemal kar lene ke bad maximum chances ho provide ho jaty hain.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	11
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12582297
    REQUIREMENT OF TRADING SKILLS.

    Hook chart pattern mai pattern man trader ko <Stop loss aur Take profit> k liye technical indicators ko use kerna chaheye, qyu ky "Hook Pattern" sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe inform kerta. forex trading mai bhot he important hai. Hook chart pattern patterns members ko trading mein help dete hain aur aise members jinko patterns ke bare mein koi bhi information nahin hoti is vajah se in patton se help nahin lete hain aur apni trading main bhi ine ka istemal nahin kar sakte hain members ko har tarah ka experience hona chahie vah trading mein kisi bhi member ko analysis aur study ki vajah se help mil rahi hoti hai work experience aur learning ki vajah se hi members ko acchi earning a rahi hoti hai.jab doosri candle ka khula sun-hwa pehli candle ke lo ke qareeb hota hai aur dosra handle pehli candle ke high ke nazdeek hota hai, to aik taizi se hook reversal neechay ke trend ke neechay hota hai. in other words, market mein initially, reechh incharge hotay hain . hook reversal sirf yeh batatay hain ke reversal ke size ke baray mein maloomat faraham kiye baghair mumkina ulat palat honay ka imkaan hai, is liye traders ko dosray technical indicators ya chart patteren ki bunyaad par un reversal ke liye take praft aur stap loss positions set karni chahiye .trade place kerny sy pehly in aspects ka khayal rakhna zaroori hy.
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12582298

اب آن لائن

Working...
X