Forex earning target
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    is main jub hum earning target rakhain gay na jnab,,tub hi hum is ko shai trha sya kar pain gay jnab,,,wesay nahi kar pain gay si ko jnab
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      bilkul theek kaha jab tak hm kisi cheez k liye target na rakhyn to wo balance main nh rahti zyada lalach sy bhi insan barbad ho jata hy forex trading main start main earning ka target kam rakhna chaye
      • #708 Collapse

        Mery khayal mein to target set nai karna chahye or na hi es ki zrurat he agar target set kar kay trading karin gay to os target ko achieve karnay kay liye wo kohish kary ga es se ho sakta he kay osy koi serious trouble face karni pary es liye begiar target k hi trading karin.
        • #709 Collapse

          rakta hai who apnayloser trader bahot ziyda karta hi who is liyeh k who kabi kabi apny traget ko pora nahi kar pat hai our pora karnay k liyeh brother zoor lagta
          • #710 Collapse

            ik trader ko kabhi bhi randomly nahin chalna chahiey.agar earning ka ik target lay kar chala jaey to phir iss field main aagy bharna easy ho jaata hai.iss liey mery khyaal say to planning ki boohat zyaada importance hai.
            • #711 Collapse

              agar forex business me trading karty time daily ka ham profit target bana kar trading karen gey to es ka fayda ye ho ga k hamy loss kam se kam ho ga
              • #712 Collapse

                dear, forex trading aik acha buisness hy aur yahan jo target bana ker kaam kerta hy ye boht he achi baat hy aur wohe ziada kamyaab hota hy so hamen bh chahye k aik aim aik target k through he kaam kren
                • #713 Collapse

                  mein nay khud abhe tak forex mein earning ka koi target set nahi kia ha kion k mein abhe ek new trader hon. lekin merey khayal mein bhe humein hr cheez ka target set krna chahiye aur phir us target ko complete krnay k liye bohat ziada hard work krna chahiye.
                  • #714 Collapse

                    haa brother bilkul theek kha hai aap nay hmay forex main kaam krtay waqt ik mind set or target rkhna chahye jab hmara target poora ho jaye to hmay trading or zyada nahi krni chahye
                    • #715 Collapse

                      dear agar ap target base kam karo gy es business ami tu ap acha earn kar skao gy,,, lehza ap earning ko sath sath le kar chalo ta k ap ko faida ho aur ap apnii life ko set karo,,,
                       
                      • #716 Collapse

                        is main ager hum apna target zehan main nahi na rakhain gay to is main hum ko loss bhi skata hay jnab,.,,,it is a very good job for evry one jnab...i like thsi job jnab
                         
                        • #717 Collapse

                          mai tu forex mai daily ka target use kartih u aur es mai mujay akfi fida hai mera daily ka target hai awe koe 50 dollar and es mai agr market meray sathna be ho na tu 20 dollars kama he leti hu
                          • #718 Collapse

                            jab bhi ap kmoi bussinuss start karte han tu ap ka target hona chaye jis ko apne acheve karna hota ha quken bina plannig ke bnussinuss nahi hota aur ap ko bhi feel nahi hota ke ap kya kar rahe ap ka aim kya ha
                            • #719 Collapse

                              yes.. It is better for us if we set our daily target while trading and after fulfilling target, close trade, Due to this, we can become stress free and relaxed.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                forex trade main jab tak hum apna daily ka target rakh kar nahi chalyte hain tab tak hum forex trade main success nahi ho sakte hain forex market bohat risky hain is main hum ko apna ek target bana lana chayea aur us target ko dakh kar daily trade karna chyea

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X