What is Pivot point and how it is Calculated?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Pivot point and how it is Calculated?
    Assalamu Alaikum dear forex members umaid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur forex trading market Mein ache working quality ki base per achcha profit Le Rahi honge forex trading Ek risky business hota hai aur ismein aapko bahut soch samajhkar apni decision making Karni Hoti Hai kyunki Jab aap Kisi bhi pattern ko acchi tarike se identify karne ke bad aur use pattern Ke mutabik apna trading plan Karti dete Hain To aapko market Mein maximum advantages available ho sakti hain isiliye Apne advantages ko increase karne ke liye apna knowledge aur experience increase karna chahie.

    What is Pivot Point?

    Dear forex members forex trading market Mein Jab aap kam Karte Hain To usmein pivot point trading ke dauran bahut jyada helpful sabit hote hain farex market Mein pivot point technical indicator se jo traders ko yah batana mein help Karte Hain Ki aay forex market ka trend Diye Gaye time frame ke mukabale mein Kitna bullesh Ya bearish Hai Forex trading mein pivot ka hisab last din ke price ke high Low aur close ke hisab se Lagaya Jata Hai Forex pivot ki aftiyat agale Din Mein Hoti Hai Jab Bhi price pivot point ke upper side per trade kar rahi Hoti Hai Tujhe Bole soti Hai Jab Ke pivot point ke down se trading bearish hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	grade8-pivot-points-range-end.png
Views:	21
Size:	64.0 کلوبائٹ
ID:	12581870

    Calculation of Pivot Point:


    Dear forex members pivot point ke level Maloom karne ke liye pahle pivot point ko calculate kia Jata Hai..

    Pivot Point (PP)=(Daily High + Daily Low + Close)/3

    Dear forex members Pivot Point ke calculation karne ke bad wale pivot points ko Maloom Kiya jata hai
    Iske liye pahle pivot point ki resistance aur sport level ko calculate Kiya jata hai.

    R1 =(2 × pivot point) _ Daily Low

    S1 = (2 × pivot point) _ Daily High


    Explanations:

    Dear forex members forex trading market mein pivot point ko Sahi tarike se findout karne per price ki over all trend aur trend ki changing ko Mujhe Sar tarike se use Kiya Ja sakta hai pivot point mustakil mein price ki support aur resistance zone ki production ke liye last day ki candles ke high low our close price ka use karte hain pivot point ka Sahi use trading mein bahut jyada fayda manth sabit ho sakte hain pivot points ka use dusre technical tools ke sath use karne per yah ek hi Waqt Mein market mein bahut jyada aur Achanak buying aur seling ki Nishan Dahi karne mein help kar sakte hain Jo farak traders ke liye profit aur price ka break out hone ka Saba bante Hain pivot points ka use dusre technical indicators ke sath use karne per yah daily trading ke liye Hath dene pivot point ka hisab Lagane ke liye minute Harley aur daily chart ka use karte hain Ek swing trader Har Hafte ke liye pivot point ko use karne ke liye daily weekly aur monthly data ko analysis karta hai.

    Click image for larger version

Name:	forex-pivot-point-strategies_body_SWING.png.full.png
Views:	9
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12581871

    Trading Strategy:

    Dear forex members forex trading market main jab ap Pivot point ko use karne ka ek bahut simple method registers level per Sel karna aur support level per purchase karna hota hai iske alava aap register level ke upper aur support level ke down stop loss set kar sakte hain Jab Bhi price sport level ko touch Karti Hai To traders ke liye ek acchi opportunity hoti hai ki vah market mein bye ki entry Karen jabki register level per market Mein Sel ki entry ki Jaati Hai trend confirmation ke liye pivot point ko dusre reliable indicator ya Mani fue index indicators ke sath bhi use Kiya Ja sakta hai for example Agar Jab price pivot point ke register level ko touch Karti Hai To price RSI indicators per B over both position per ho to Yahan per Sel ka signals Paida Hoga Jab Ke bye ke signals ke liye pivot point ka sports zone level mein hona chahiye Jab
    indicators Mein price ka oversold position per Hona chahie .

    Click image for larger version

Name:	Bildschirmfoto-2019-05-22-um-00.00.23.png
Views:	4
Size:	130.5 کلوبائٹ
ID:	12581872

اب آن لائن

Working...
X